New Member Ko Kia Karna Chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

    bhaijaan new members ko help ki jarurat hoti hai new members ko jo member form ke bare mein batata hai usko chahie ki vah uski help Karen aur use form and demo account ke bare mein mukammal knowledge day aur use bataen ke forex form mein post ko read karke bahut accha knowledge milta hai aur demo per practice karke experience aasan hota hai tab hi kamyabi mumkin hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

      ji han bhai jaan is Forex trading Mein new members ko chahie hai ki vah is Mein mehnat Karen aur apne senior ko follow karna Kabhi Na chhode Agar vah ismein mehnat Nahin Karenge aur ismein senior ko follow karna Chhod Denge to vah kabhi bhi is Forex trading Mein Kamyab Nahin Ho Sakenge isliye main UN sab se Yahi kahunga ke demo ka use Karen senior ko follow Karen mehnat Karen aur knowledge experience Hasil karen to vah ismein Kamyab Honge aur Kamyab bhi Hasil karne mein jaldi bhi Karenge aur ismein lot size bilkul Hi Kam Rakhna chahie lalchi nahin banna chahie new members Ko vah Tu Hi Kamyab Ho Sakenge
      PAK ARMY ZINDA ABAD
      • #18 Collapse

        Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

        Forex me new members ko sab se pehle forex ki knowledge aur expereince hasil karna chahiye aur forex ko achy tarha se learn karna chahiye forex ko learn kie beghair ap is me kamiyab nahi ho saktye bohat se new members ye mistake karte ha ke wo ate he forex se earning karne par focus karte ha aur forex ko proper learn nahi karte sab se pehle forex ko learn kare aur sabar aur mehnat ke sath is me kaam kare agar ap is me kamiyab hona chahte ho
        SUMIYA TRADING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

          ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Pakistan Forex Mein Koi new member kam karta hai to use chahie ki vah Pakistan Forex Main Jab Bhi Jahan ho to Dam ho kaun pahle istemal Karen Agar vah demo account istemal Nahin Karega to use kabhi bhi real account mein Achcha profit Nahin Hai Kya isiliye mehnat Karta Rahe thanks
          • #20 Collapse

            Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

            sir mien to yeh he kaho ga k forex mien aa kr her bar new members ko sirf or sirf mehnat karna hota hai agr wo as mien aa kr mehnt ker lety hien wo as mien aa ker earning per earning ker sakty hien as lye hamain as mien aa kr her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa kr her bar khud k lye achi earning hasil karna hota hai.
            • #21 Collapse

              Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

              AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy bhai newbies ko chahiay kh wh forex ky roules ko follow kry forex ky bary main knowledge or experience hasil kry bht ziyada mehnat kry or trading ky duran lalich na kry lot size bht kam rakhy ager lot size ziyada ho ga to account wash hony ka bhi khatra hy.
              • #22 Collapse

                Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

                GS Salaam Alaikum Mere Pyare doston Sawal bahut Achcha hai new member ko chahie ki vah Jyada Se Jyada post Karen aur acche se acche post Karen Iske alava use Apne senior doston ke sath baithkar sikhana chahie ke Forex mein hai kya karna hai use Chand grahan karne Jayegi tabhi vah Kamyab ho sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

                  brother new member ko Forex trading co learn karna chahie jo Jyada Se Jyada land Karte Hain To vah ismein Ham kar sakte hain isiliye new member ko chahie ki vah Forex trading co learn Karen Agar Karenge to vah Kamyab Honge aur Forex trading Mein vo acchi nahin kar sakte hainko Forex trading co learn karna chahie Garva 4 channel ko Jyada Se Jyada land Karte Hain To vah ismein Ham kar sakte hain isiliye new member ko chahie ki vah Forex trading co learn Karen Agar Karenge to vah Kamyab Honge aur Forex trading mein hua acchi nahin kar sakte hain
                  Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                  :1f4af:
                  • #24 Collapse

                    Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sherali پيغام ديکھيے
                    sar new member ko ismein kya karna chahie Agar vah ismein kamyab Hona chahte Hain To unko kya karna chahie Har waqt vah apna nuksan Karte Hain To iska kamyabi Ka Raaz kya hai vah kis Mein Kaise confirm ho sakte...
                    :1f639:
                    Assalamu Alaikum Mere Khyal Mein Ek new member ko chahie ki vah first apni learning per focus Karen FIR running ke bare mein soche agar vo starting Se Hi earning ke bare mein sochne lag Jaega To earning to Hasil nahin kar sakega aur learning bhi Hasil Nahin Hogi
                    • #25 Collapse

                      Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

                      A.o.A bhai jan you are right new member ko slowly move karna chahye kaha jata hy slow and steady wins the race jo fast move karta hy wo mun k bal gerta hy apny he qadmo ke waja sy isi lea mere new member sy request hy ap over confident na ho seniors ko follow kren or slowly move kren koi b kadam khud sy na uthaye kisi ke help ly sakty hn trade khud sy na lagaye without experience apko loss ho sakta
                      • #26 Collapse

                        Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

                        dear new mmebers ko chahye wo forex ko learn kryn . kamiyabi ka raaz ye hai ky wo stop loss ka isstamal kryn . aur lalach se door reh kar sabar ky sath apna hadaf complete kryn. daily ayk plan ky sath trading kryn aur kabhi bhi wo bari lot ka istamal nhi kryn.
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • #27 Collapse

                          Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

                          new members k pass itna acha knowledge aur experience nahi hota hai un ko cahhye k wo start main mehnat kaarin aur demo account pay bar bar practices kaarin taa k experience gain kar skaian jab achi tara experience hasil ho jaaye to wo real account main aa k kam karain aur kabhi b jaldbazi aur lalch na kaarin bal k sabar se kam laain .
                          • #28 Collapse

                            Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

                            g haan bhai jaan main apki bat se agree karta hon aor hamein as main ache se kam karte rihna ho ga and hamein as main bohat hi zyada sekhna ho ga ham sab junior members ko tu hi ham as main se earning ka kabil ban sake ge
                            • #29 Collapse

                              Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

                              new member ko pak froum main sb sya phly rules ko study akrna chahaiey rules ko break nhe karna chahiey rules ko jo break karte hainw ahi accoutn band karwa dete hain pher post karna lazmi hain 2 lines say kaam post na ho haar psot main achi achy word use kiye jy jis say acha bousn haisl ho sake and forex trading main demo accoutn main new trader ko lazmi kaam karna hain demo account sy he forex trading main kamyabi haisl hoti hain ..............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: New Member Ko Kia Karna Chahie

                                new member's ko sub say phaly to aik acahy say teacher say rabta kerna cahiy jo ap ko forex k basic perha sakay sub say phaly apko forex k basic pata hona cahiy k forex ha kia us k bad ap demo account per jtna ho sekay bar bar practic kerty rahy market ka anyless kerty rahy jab ap complete jan lay gay tab ja k apny live account per kam kery .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X