Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???
    hello friend main ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge friend forex mein post ke spelling ka galat hona kaisa hai kyunki jab ham post karte hain tab ham spelling ki kafi mistake karte hain ham one mistake ko theek bhi nahin karte vaise hi post kar dete hain to kya spelling galat hone se hamen las ho sakta hai yah iska koi chhu nahin hai hamen iske bare mein apne senior member se thodi help chahie shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

    gee han bhai forex main hume post ko acha krna chaiye agr hamri post main mistake hogy tu hum os post ka acha bonas nai hasil kr sakte hein agr ap ko acha bonas hasil krna hai tu phr is main ap ko menat ur samjdari se kam krna chaiye
    • #3 Collapse

      Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

      assalamu alaikum friends if you want to get my opinion about spelling mistake in forex business so i disagree with it forex business mein spelling mistake se hamara loss nahin hota hamara message aisa hona chahie ki agale bande ko samajh a jaaye ham kya kahana chahte hain thodi bahut spelling ki galti to ho jaati hai but always remember large mistake nahin honi chahie
      • #4 Collapse

        Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

        New members in mistakes current board member ke yahan per bahut jyada mistakes karte hain aur vah new member Se Jyada mistakes karte hain aur badi badi mistakes karte hain vahan Se sikhate Hain kam kaise kar raha hai aur uske bad vo yahan se baat karke Kuchh Na Kuchh working generate karte hain yah last hai kya Hamen kam karne ke liye Yahan per sabse pahle Hamen Yahan per
        • #5 Collapse

          Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

          Bhai jan hum jab bhi posting karte hain to hum ko spelling ki mistakes se bachna chahiye aur koshish kare k humko aise ilfaz likhna chahye jisse sab ko samajh mein aa jaye aur isse faida le sake post mein galtiyan bilkul bhi na kare
          • #6 Collapse

            Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

            Dear friend forex business mn ap jab posts karta hen too yaah roman urdu mn mn created karta han ess mn spleng kee ghlti hoo sakte Haa app kaa maqsed yaah hona chaia kaa dosra members ess parha lian arr unn koo samjh aa jia
            • #7 Collapse

              Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

              forex ma post ke spelling ka gelet hona achi baat nhi ha kyun ke achi post keren ge to acha bonus mile ga is liye spelling bi soch samej ker thek likhen or post spelling thek hone ke sath sath achi quality ki keren kyun ke jitni achi quality ki post keren ge utna zyada bonus mile ga post her tera se achi likhne ki koshish keren phir hi ap forex ma kamyab ho sakte hen
              • #8 Collapse

                Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

                dear bhi ap ny really correct swal ko raise kia hy hum ko chye post kay duran mistake say more say more avoid karein q ka is say hum ko good earning nahi hoo sakti hy so first of all hum ko chye apni mistake ki correction karty rah ny chye so yeh future main good proof ho sakta hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

                  spelling say b post py bhot asar parta hain dear splling sya kafi haad tak bousn kaaam aat hain yaha tak k post delte b ho jati hain agar post main ziyda spelling mistaek h tu aga pak froum main koi b member work karta hain tu usy chahaiye k pak froum main ziyda mehant kare pak froum main haar mistake ko remove kare hard work kare apni spelling main kafia cha kare tab he acha profit hasil hoga ..................
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

                    Ap forum mai thread post krtey waqat acha thread post nahi krtey tou es waqat ap ki speling mistake hoti hai. Hum forum members ko chahey k wo forum mai acha thread post krey tou en ki speling mistake bhe nahi ho gy aur wo forum sey acha bonuses bhe hasil kr sakty hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

                      Maximum koshish karen ki aapki post bahut acchi ho lekin Uske bad bhi aapki spelling mein mistake hoti hai to aap is chiya k ap is bat ko yakani bnayan ke aap Jo baat samjhana chah rahe hain uska matlab acchi Tarah samajh mein a Jana chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

                        ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie hai ki Ham is Forex trading mein bahut hi acche se kam Karen aur is Forex trading Mein Kabhi Haar Na Mane Dil lagakar kam Karte Rahen to hamesha Mein Kamyab Ho Sakengeaur Hamen chahie hai ki Ham isko accident Mein spelling ki mistake se Vachan Agar Ham spelling Mein mistake Karte Hain To Hamen Achcha bonus Nahin milega isliye Hamen challenge Mein mistake nahin karna chahie to Yahan Itna Achcha banaa chal kar Payenge aur nahin kar Payenge
                        PAK ARMY ZINDA ABAD
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

                          Ji Agar Forex Mein post Mein Hamare spelling galat ho jaaye to is se bahut hi Bura impression parta hai aur Is Tarah Se Hamara bonus kaam aata hai spelling mistakes zyada Nahin honi chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

                            Wese to bahut Sare log Aise Hain Jo aise hi post kar dete hain aur apni spelling Ko Nahin Dekhte to iska Ishu Ho bhi sakta hai Nahin bhi ho sakta lekin Hamen chahie ki Ham Apne spelling theek kar len Taki Hamen Koi Ishu Ka Samna nahin karna Pade thank you
                            :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex men post ky speling ka glat hona kasa ha???

                              GS Salaam Alaikum Mere Pyare bhai kaise hain aap Ambedkar Sahab kah Rahe Honge Forex Mein posting ki koi galat na Karen jo aap Alfaaz likhe Samajh Ke likhen Taki Forex company ko Aisa Na Lage ke ham Dil Se Kam Nahin kar rahe galat hone ka matlab yah hai ki Ham Dil Laga Ke Kam Nahin kar rahe aur mehnat nahin kar rahe

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X