< Keep your eyes on the market and gather information >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bilkul....hame cahye k hum apni ankhiy trading pe honi cahye or jitni ho saky apni knowledge maii izaafaa krte rahy.....trading maii kmyaab srf hum apne knowledge or experirence ki bunyaad pw hoty gaii
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g ha bhai market ka pata nai chalta k kab up and kab down ho jati hai is liye ap ko chaye k ap market ko dakhty raho and is k trend and analysis k bad he ap is main trade lagao and profit enjoy karo....
      • #18 Collapse

        It is the keep off the your eyes on the agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to is my bhot
        • #19 Collapse

          if traders felt it was time to buy and correction bit longer then maintained floating not a problem ... and management for commodity trading should be more stringent because of lot bigger than forex
          • #20 Collapse

            yes definetly, this is called analysis of market, it is very neccessary part of trading that we have to first make proper analysis of market and then start trading according to our investment...
            • #21 Collapse

              humein setsite say or analysis kane kay bad seniors members kay comments bhi parhnay chahiye wo apne analysis kay baad kiya kehtay hain. iss tarhan humein gather information say market ki movement ka pata chal jaye ga.
              • #22 Collapse

                G han trading ka yehi asool hai k market ko dekh k hi ap ny trading krni hai bna dekhy to koi b business nae krta
                • #23 Collapse

                  yes dear ap ki baat sahi hai ek acha trader wohi hota hai jo market ko technical b samjta hai or market ki har ahm economic news se b agah rehta hai yehi cheez yani information hi ap ko best trader bana sakti hai
                  • #24 Collapse

                    han der market ki moing ko har waqt ghaor sy dekhan hai ta k ap theek sy trading kr sakty hain ye aika cha buines shai si ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai is ko kahein bhi kr skat hain
                     
                    • #25 Collapse

                      g han forex tradiong mien ye hi cheez best hai ke ap is mien market ki movement sko dekhen aur unko samajhne ki koshish karen ye bohat risky business hia agar ap is mien mehnat karenge to ap zaroor kamiyab honge.
                      • #26 Collapse

                        market per hamesha nazar rakhne wala kabhi bhi nuqsan nahi utha sakta hai agar market per aap ki nazar ho or aap market ko sahi se jante samajhte hon to aap yaqeenan kamyabi hasil kar len ge is business me or aap ki knowledge me bhi izafa hota chala jae ga .
                        • #27 Collapse

                          Aap key kehnay ka matlab hy keh market ki update rakhna buhat zarori hota hy. Trades laganey sey pehlay market ko analyse krain aur phir us ket mutabiq trades lagayen to faida ho sakta hy. Sometimes lots market ki movement key against ho jati hain aur big loss ho jata hy. Big loss sey bachney key leye market ki daily basis par update rakhna zarori hy.
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
                            I think every trader must need to watch the market to understand the market better. Some times many trader have not enough money to trading, but on this moment we can watch the market to gather information. Next time the information can be use for better performance. Am I right?
                            my dear brother ye baat aap ki sahi hai k hamein market k ups and downs per nazar rakhni chahiye lekin is k sath sath ap ko market k baary mein fully knowledge bhi hona chahiye aur ap market ki movements ko achi tarah samajh sakein phir aap ko apni trading mein kafi earning ho gi aur loss kam ho ga
                            • #29 Collapse

                              gee haan bhia hmein trading ke lie hamasha update rhna he aur trading ke bare mein pore information ikhthe krne hote he phr trading mein ana hota he to jb apne better performance dein ge to trading mein hmein acha earn krne ke zaria mile ga to sahih trading ke lie up to date rhna chahe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ye to a ne bahot hi achi aur saajhdari wali baat ki hae kiunk era bhi yehi khial hae k arket k sath touch rehne se admi k skill knowledge aur experience sabhi mein hi izafa hota hae is liay forex trading ein agar trading na bhi ki ja agar market k sath touch zaroor rehna chahiay.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X