Harmful Emotion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmful Emotion
    Asalam O alikum Emotions humain trading main bohat nuqsan daitay hain main ap logo se pochna chahta hon kay kay ap ko sab se ziada kis emotion nay nuqsan dia hai mujhe jis emotion nay nuqsan dia hai wo hai GREED ap logo kay loss ki sab se badi waja kon sa emotion tha aur kya ap nay us pay kaabu paa lia ya nahi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Harmful Emotion

    Emotional ho kar jab be trading ki jaye to ye traders key ley harmful sabit hota hay, emotional se bachny key ley traders ko small profit targets small loss key base par set karny chaye agar ham profit small earn karty hey to loss be small hona zarori hay es tarha key targets set kar key ham emotions se khud ko bacha sakty hey, agar ham profit target aur loss average se nahi karen gey to bahot zeyda loss hamy kesi be time emotional bana sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Harmful Emotion

      Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ke emotions Hote Hain Jab Ham koi train open Karte Hain To Hamen loss Ka Khyal aata hai Hamen kabhi bhi blouse ka Nahin sochana chahie Jab Ham profit ka Sochenge To Hamen profit Hoga isliye Hamen happy emotions ke sath trade karne chahie
      Visit My Profile
      • #4 Collapse

        Re: Harmful Emotion

        emotions hamara dusman hain hamy is ko avoid karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum kam kr ky acha bonus earn kar saky gy forex aik wassee business hain hum is mai agar bager learning ky kam kry gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik world wide or unique business hain
        • #5 Collapse

          Re: Harmful Emotion

          Boht say trader trading main emotion less hotay hain aur yeah experience trader hotay hain jo jantay hain kay wo apnay earning kay target poray ker letay haina ur wo apni kamyabi ya nakami ko emotion less ker kay feel kertay hain. jab kay new trader profit main excited ho jatay hain aur loss main boht upset ho jatay hain jis say wo zayada loss ker letay hain. is liye emotion ko control kerna boht zarori hay.
          • #6 Collapse

            Re: Harmful Emotion

            emotions ke waja sy hamy loss ho jy ga hamy is ko katem karna ho ga hamy confidence sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hai yai all wolrd mai bohat taze sy famous ho raha hain
            • #7 Collapse

              Re: Harmful Emotion

              foex jasa koi or business nai hain hamy is mai kamyab hony ky liye emotions ko qabo mai rahkna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be ka makr sakty hain yai business pakistan mai legal ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Harmful Emotion

                emotions hamy nuqsan dety hain hamy in ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum pasoia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai psia be invest kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik internaitonal businss hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Harmful Emotion

                  hamy emotions ko qabo mai rahkna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hauin
                  • #10 Collapse

                    Re: Harmful Emotion

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq24 پيغام ديکھيے
                    Asalam O alikum Emotions humain trading main bohat nuqsan daitay hain main ap logo se pochna chahta hon kay kay ap ko sab se ziada kis emotion nay nuqsan dia hai mujhe jis emotion nay nuqsan dia hai wo hai GREED ap logo kay loss ki sab se badi waja kon sa emotion tha aur kya ap nay us pay kaabu paa lia ya nahi
                    Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy greedy or emotions sy bachana chae ha or proper learning or practice sy trading seek k knowledge or experience sy trading karni chae ha ta k humy maximum fayada ho or hum kamyab ho sakty han is ley humy mehnat kar k he hum seek sakty han or trading kar sakty han
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Harmful Emotion

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq24 پيغام ديکھيے
                      Asalam O alikum Emotions humain trading main bohat nuqsan daitay hain main ap logo se pochna chahta hon kay kay ap ko sab se ziada kis emotion nay nuqsan dia hai mujhe jis emotion nay nuqsan dia hai wo hai GREED ap logo kay loss ki sab se badi waja kon sa emotion tha aur kya ap nay us pay kaabu paa lia ya nahi
                      Trading main motions kya koi Kam Nahin Hota aur jab traders emotional hokar kam Karta Hai To vah apni trading ke liye kabhi bhi acche decision Nahin Le paate emotions aapko kabhi bhi success Nahin dilva Sakte Hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X