Repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hai
    Agar bar bar aik hi thread repeat Ho raha ho tou uska bhi hamain faida hota hai ky hamara same threads main jo knowledge share hua hota hai uski bahot achi learning ho jati hai aur aksar threads remove nehi hoty ky all hi din main hamain kei aik jesy threads ko reply kerna perta hai tou kuch remove hoty hain kuch bach bhi jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hai

    Ji han replated thread main post karne ka kya fayda hai agar Ham repeated thread main post Karte Hain To Hamari post delete Ho Jaati Hai Aur Hamen Har Kijiye Achcha Na Lagega ki Hamari post delete ho jaaye isliye Hamen chahie ki Ham Aasan question ke jawab Den aur repeated thread Ka Jawab bilkul na Den Taki delete posts se Bach sake
    • #3 Collapse

      Re: Repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hai

      Assalamualaikum g janab ap ny bilkul teek kah hy main bhi yeh kahta hon k h repeated thread main bhi zaror posting karny chihy,or mehnat bhi zayadh krain,tub ap kamyab hongain,
      • #4 Collapse

        Re: Repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hai

        Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain oor acha knowledge isstamail kerty hoay bhi aap repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hay jiss ki waja say aap ka bonus acha aata hay.
        • #5 Collapse

          Re: Repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hai

          hello friend main ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge friend yah baat ho rahi hai repeated threads mein post karne ka bhi fayda hota hai mere bhai aapki baat bilkul right hai lekin aapke mind mein ek baat aur bhi honi chahie ke jo post repeated hoti hai vah aksar delete ho jaati hai ham apne knowledge ke sath mehnat karte hain mehnat hamari jay nahin hoti hamen chahie ki ham repeated post na karen to best hai jab ham post ko repeat karte hain jab vah delete ho jaati hai to hamari mehnat jay ho jaati hai isliye post repeat nahin karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hai

            yes posting karna tu bhot he best hain is say member ka mind fresh rehta hain forex trading k liye or forex trading main mehant karne k liye pak froum main post karte hain tu pher b hum sab member ko new new memebrs say forex trading k releted lot of knowladge hasil hoti hain jo b forex trading main kaaam karta hain vo ek kamayb trader ban jata hain pak froum word ki best website hain paksitani k liye jis say ziyda bouns hasil karne k sath sath lot of learning free main .............
            • #7 Collapse

              Re: Repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hai

              Stop loss Nahin lagaega to isko earning karne ke liye Yahan per nuksan ho sakta hai market Mein management karna Mushkil ho sakti hai Thanks aur bonus ka aapas mein bahut jyada Taluk hai agar ham log posting Karenge aur ek dusre ki post ko thanks Nahin lagaenge to Hamari post Ko Bhi Koi thanks Nahin lagaega Jo post Hamen acchi Lage Hamen uske upar thanks laga dena chahie
               
              • #8 Collapse

                Re: Repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hai

                Investment beach change Karde market ke sath aap regular touch mein rahe aapko Dekhte Rahana chahie ki market ka traction kab aur kis jagah se change ho raha hai aap bhi iske sath kam kar sakte hain Jab Aap Yahan per marking Karte Hain To aap TRAI Karen koshish Karenge market Mein take order new Lagane ke bad sabse pahle ismein stop loss lagaen
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hai

                  ji han friend aap bilkul theek hai rahe hain hamen repeated post ka jawab nahin dena chahie repeated post delete ho jaati hai hamen repeated post ko ignore karna chahie aur jo new updated trade hoti hai unka jawab dena chahie which will be profitable for us and which is the best way of posting our threads
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Repeated threads main posts kerny ka bhi faida hota hai

                    I think to repeated thread mein posts krne ka koi faida nahi hai time waste hai because jub same thread hon ge to un mein see kuch shayed delete ho jayen to sath he hamari posts bhi delete ho jayen gi I think

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X