Treading main confidence ka istemal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Treading main confidence ka istemal
    Ji han Hamen chahie ki Ham trading karte waqt confidence ka istemal Karen Kyunki kaun si dance Se Hi Ham acchi aur Kamyab read Laga paate Hain Agar Ham darkar trading Karenge To Hamen loss ka Samna karna padega isliye main Jayegi ke confidence ke sath bagair Kisi dharke trade open Karen aur accha profit hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Treading main confidence ka istemal

    Assalamualaikum mere dost nay bahot theek baat ki kay forex business main conference bahot zaroori hay oar confidence kay liay hamain mehnat karni hay hamain ziyaada say ziyaada time forex forum main dena hay oar forex market kay rules oar knowledge ko gain karna hay
    • #3 Collapse

      Re: Treading main confidence ka istemal

      G Han apne theek kaha hamian trading main confidence kaam lena chahye agar ham forex mainconfidence se kaam lian ge to kamyabi jald bhi milti hao our ap ka trade kamyab bhi hoti hai is lye apne cofidence k9 barhane ki koshish karen.
      • #4 Collapse

        Re: Treading main confidence ka istemal

        Trading myn confidance ka istimal bht zarori hy is kay baghair koi chara kaar nhi hy blkay agar confidance na ho to apnay aandar paida karna chahye q k ya aik bht zarori cheez hay.
        • #5 Collapse

          Re: Treading main confidence ka istemal

          Ji Bhai koi bhi trade open karte hue hamare pass confidence Jyada Se Jyada Hona chahie tabhi Ham Ek acchi open kar sakte hain aur acche conference ke liye mere pass Jitna Jyada knowledge Hoga ham utna hi Mr perform kar Sakenge vah aapko chahie kya Apna conference improve Karen aur aapke pass Jyada Se Jyada market ka knowledge Hona chahie
          • #6 Collapse

            Re: Treading main confidence ka istemal

            G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex trading main hamein confidence k sath work karna chahiye jis se ki wajah se forex main hum acha work kar sakte hain our achi earning hasil kar sakte hain our forex main hamein over confidence nahi hona chahiye jis ki wajah se hamein loss ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Treading main confidence ka istemal

              Boss aap ki baat belkul durast hai aur jo learn kerta h wo hi as mien earn karta h as lyee ham ko as mien khud k lyee seekhna hota h aur ham ko as mien apne lyee kaam karna hota h jab ham as mien kamyab hote hien tu ham as mien kamyabi hasil kar sakte hien
              as lyee ham ko as mien demo account per practice karna hota h aur agar ham mien confidence ho ga tu ham as mien ache say kaam ker skte hien.
              • #8 Collapse

                Re: Treading main confidence ka istemal

                G janab ap ny bilkul teek kah hy k h training kartay waqat confidence hony chahi,balkah all busines main confidence hony chahi,tub ao kamyab hongain,
                • #9 Collapse

                  Re: Treading main confidence ka istemal

                  Forex trading mein confidence ka hona tou bahut zaroori hai aur confidence hum mein tub ata hai jub hum forex mein regularly trading kertay hain aur kabhi bhi forex mein susti nahin kertay aur demo account ko zayada use kertay hain tou phir confidence kay sath trading kernay sae hi humari trading achi hoti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Treading main confidence ka istemal

                    forex main hamy over confidence ko katem kar ky confidence sy kam karna chahey per he hum is main kamyab trader ban kar market main run kar sakty hain hum market ko achy sy samj kar trading karne chahey hum is main 24 ganty main kese be wakt ka time table bana kar trading kar sakty hain hamy market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X