< Emotional stability and discipline leads us toward success >
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    < Emotional stability and discipline leads us toward success >
    forex business success depend on knowledge and experience but also depend on the emotional stability and discipline to trade. trader have control on his/her emotions. they have to know how to use emotions to motivates.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam-O-Alaikum han jii bhai jan me be akser yehi bat karta hota hoon key jab tak hum kisi be kam me discipline sey kam nahi karen gey aur apney emotions ko control me rakh kar kam nahi karen gey tab tak hum successful nahi ho saktey.
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum hum jab koi kam be kartey hen to jab tak hum us kam kay rules ko follow nahi kartey hen aur us me discipline say kam nahi latey hen aur emotional ho jatey hen to pher wo kam sahi tor par nahi hota hay.
      • #4 Collapse

        gee han bhai hemin apne trading mein experience aur knowledge pr dihan dena he aur apne trading mein emotional work nhe krna he aur apne trading mein sahih discipline se trading krne he phr hemin apne trading mein acha profit hota he aur hm success hasil krte hien
         
        • #5 Collapse

          g bhai forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne emotions ko control karen is mien ap kabhi bhi painc nahi hon isko agar ap deeply seekhenge to hi ap kmaiyab honge.
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hm ko apne trading mein emotional nhe hona he aur apne trading mein discipline se trade krne he aur hmein apne trading market ke sath chlna he aur apne trading mein experinece ke sath apne trading kr ke kamaybe haisl krne he
             
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              humain emotional ho kar kam karny say kafi risk hota hay humain agr success hasil karni hay to humain demo ko use kar kay ana ho ga humain discipline say trade karni hoti hay humain hard work kar kay ana ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"

              اب آن لائن

              Working...
              X