G dear friends mai ye khaina chata hun kay forex kay business mai jitni zayda lambi soch rakhye jatye hai utna he zayda es mai lose hota hai aur dusra ye kay es mai jitna zayda profit ka sochain faye kay humain zayda say zayda profit ho tu kabhi ni ho ga balkay humain nuqsan zayda say zayda hota jaye ga tu mai khaita hun kay humain atna lamba sochana bhi ni chye jis mai humain zayda lose ho jaye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим