G dear friends asslam alkum dear friemds kaidye hain ap sub log dear friends mai aj aik bhut he important topic pay bat karnye laga hun kay dear friends akdar aisa hota hai mainye khud bhi azmaya hai ap ki bhi bat kar rha hun kay humain na muslasla trading mai profit hota rhata hai yani kay hum nay trade lagya aur humain faida hota gaya ud time pay hum aik mistake kartye haim kay wo ye hai hum us time pay bus trade pay trade open kartye jatye hain jala kay humain aisa ji karna chye kiyu kiyu kay es ki waja say he tu humara account wash ho jata hai humain break laga kay darmiyan mai rest bhi dainye chye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим