Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?
    Bahot se expert traders be gold trading ko risky aur difficult samjty hey mery khayal me gold me agar trading ka experience hasil kia jaye aur account balance acha ho to gold me ham asani se profitable trading kar sakty hey ayr gold hamy bilkul be risky ya difficult nahi lag sakta hay, low account balance aur low trading experience key base par agar gold me trading ki jaye aur risk ko manage be na kia jaye to gold esy traders key ley hi risky pair hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

    ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai Pakistan Forex mein agar Ham trading karte hain aur ham gold Mein trade Karte Hain To gold ki movement bahut hi jyada hoti hai aur Hamara account Ek Din Mein Bhi wash ho sakta hai lekin Agar Ham expert Raider Hain To Ham gold mein bhi bahut hi jyada profit Hasil kar sakte hain thanks
    • #3 Collapse

      Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

      Je dear senior kehty hai k gold daily 3500 pips move karta hai, hamary pass pehle to es movement ko counter karny k lae acha bonus hona chahe, new member kam balance or kam experience k sath gold py trading karyn gy to ye ik din ma ni ik ganty k andar andar unka account wash kar dy ga,
      • #4 Collapse

        Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

        Assalamualaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki Forex Mein gold pair pair trading karna risky Samjha Jata Hai Kyunki Gold per bahut hi dangerous Hai Kuchh pata nahin Hota ki next direction kya hoti hai yah bahut hi strange behaviour show karta hai isliye risky Samjha jata hai
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

          gold main trading karny ky liey best knowledge or experience ke zarorat hote hain agar hamara knowledge or experience zeyada hain to hamy gold main trading kar sakty hain or agar hum is main new member hain to hamy gold main trading karny ka risk nahe lyna chahey hamy loss ho jay ga gold ke movement bohat fast hote hain yai risky pair hain
          • #6 Collapse

            Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

            Dear friend forex business mn gold par teared lagana ess lia risky hota Haa kaa ess kee movements bhot thaaz hote Haa jess saa app ko zaida porfet bhi hasil hoo sakta haa arr agar app losses saroo ho gia too app kaa account wash hona kaa kahtra hota ha
            • #7 Collapse

              Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

              dear gold main trade kanr risky iss lea hota hai ky gold ki market ki movement bohut he fast hoti hai jiss waja say log iss main loss karty hain mager gold main kuch log profit bhi usi tra say karty hain jis ky pas acha experience hota ha wohi gold main acha profit kar sakta hai iss lea sab say pehly sekhain aur phir forex market main entery houn phir he ap ko acha profit mil saky ga.
              • #8 Collapse

                Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

                Dear member gold main trade krna bht zeada rsiky isliy ha Ku k gOld ki market bht taizi se ghoomti ha aur bht zeada pips aik second main move krti ha isliy gOld pa trade krna experienced traders Ka Kam ha
                • #9 Collapse

                  Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

                  gold aik acha pair hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy pahly ache learning gain karne ho ge pher he hum kam kar ky paiasa kma saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik bohat bara or acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

                    hamy aik time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

                      Boss aap ki baat belkul durast hai aur her bar ham jab kio kaam karne lagte hien aur ham as ko irada kerte hien tu ham as mien pahle mansoba bana lete hien k ham ko as mien asiy kaam karna h aur ham ko as mien aaisy kamyabi hasil karna h
                      agar ham as mien acha kaam krte hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien agar ham as mien acha kaam nahi kerte hien tu ham as mien nuqsan hi nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien koshesh kerna hota h aur gold mien movement zayada hoti h as lyee as ko risky samjh jata h.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

                        bilkul gold ek risk wala pair hain is main trading karne k liye achi tara demo accoutn main learning karni hoti hain forex trading main XauUsd sab say risky pair hain is main analysis karna b hota hian ziyda and stop loss k bina kabi trade nhe karna chahaiye stop loss k sath accoutn safe rehta hain and agar stop loss use nhe karte hain tu pher accoutn wash ho skta hian hard workar k liye XauUsd main trade karna profti hain agar analysis achi tara aate hain tu ..............
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

                          learning karny k ley jo app mehnat karty ho us ka pahl app ko 1 din huge profit earning kar k mil jata hay ye mehnat app ki kabi b zaya mey humre mehnat ka phal zaror milta hah is lie humey chahei k hum har kam main mehnat karain kun k agar hum short cut dhondain gay kamyab mehnat ka phal zaroor milta hy aur jo log mehnat krtey hain woh aik din
                          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

                            Gee han gold trading risky zaroor hai lekin un k liay hai jin k gold main experience na ho gold par experience hasil karna 5 currency pairs k barabar hai jitna time 5 normal currency par laga kar experience hasil kya jata hai utna time ek gold par laga kar hasil kya jata hai is liay hum ko chayie k hum gold par zaida se zaida practice kare acha time de isy main hi humara faida hai experience k bagair kisi main b kam nai hota
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold me trading karna kinu risky samja jata hay?

                              Aoa umeed hy ap sab thk hongy pakistan forex aik international trading platform hy aur hamain chahey hm apni post ki quality aur quantity dono ko axha rakahai aur bht acha kam krein jisy forum mein pasand kia jai hamain chahy hm din raat mehnat say kam krein aur esa kam krein jisny forum mein pasand kia jai aur isky ilawa haamin cahhey k hm aik acha kam krein trading krty waqt haamin yeh khyal rkhna cahhey k hm market ki movement ko analyse krty rahain aur soch smjh k axhe trading krein aur hamain cahhey hm is forum mein barh charh kr hisa lain aur acha work krein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X