jab hum news ko ignore karty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jab hum news ko ignore karty hain ?
    jab hum forex mai news ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik wasee business hain hum isy apna professional career be bana sakty han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

    G bhai jan jb hum news ko ignore kartay hyn to aisay samjhayn k hum profit ko ignore kr rahay hotay hyn is lye humayn chahye k hum nees ko ignore na kryn blkay news ko follow kryn or usay reaf kryn is say humayn pta chalay ga k hum nay trades kasay lgani hyn.
    • #3 Collapse

      Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

      jab ham news ko follow kerty hein to ham aik achy point per trade open kernuy mein kamiyabi hasil kerty hein .news key mutabik ham markkeet mein apna bonus invest kerty hein jis ki wjaa sey hamin acha profit milta hy aur ham iss men earning ker sakty hein forex mein profit hasil ker keh ham kamiyab trader bun key achi earning bhi kr sakty hein..
      • #4 Collapse

        Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

        g bhaai aapki baat sahee aur jo member nes ko ignore kate hain to wo kabhi bhi achay se trading nae kar skiangay q k news ka buhat impact hota he market ki movement pe .news time main market k movem,ent mai jal thal mach jataa he yaa to phir sell ya buy ki traf chali jaat he .
        • #5 Collapse

          Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

          G Han thek kaha apny k jab hum forex main New ko ignore karte hain to trade open kardete hain to hum loss k chances zarur hota hain isliye hamesha trade open karne sy pehly fundamental analysis zarur karen har trah sy q k beger analysis k apko trade main siwae loss k kuch hasil nahi hoga.
          • #6 Collapse

            Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

            Bhai jaan humko is mein news ko kabhi bhi ignore nahi karna chahye aur humko is mein har waqt news ko follow karna chahye aur hum ko is mein ignore nahi karna chahye aur humein news forex factory par hi dekh sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

              GM bhaijaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie ki Hamen ismein use ko ignore na Karen Agar Hamen news ko ignore Karenge To Ham ismein Kamyab Nahin Ho Sakenge isliye Hamen chahie ki Ham ismein bahut hi acche se kaam Karte Rahe aur ismein news ko kabhi bhi ignore na karen to hi Hamesha Kamyab Honge aur hamesa se earning bhi kar Payenge
              PAK ARMY ZINDA ABAD
              • #8 Collapse

                Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

                ignore karna kisi bhi maslay ka hall nahi hota hai jab hum trading kartay hain aur koi high impact ki news ajaye toh wo market pay bohat asar dalti hai wo asar humari favour main bhi ho skta hai magar humaray against bhi jaa skta hai islye humain chahye kay news kay doran trading na karain aur fundamental analysis kay bad hi trades lagain
                • #9 Collapse

                  Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Churail پيغام ديکھيے
                  jab hum forex mai news ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik wasee business hain hum isy apna professional career be bana sakty han
                  Assalamu Alaikum Forex trading business Mein Forex news ki bahut jyada important hoti hai aur yah market per bahut bada impact dalti hai isliye Hamen news ko ignore nahin karna chahie balki usko acche tarike se analyse kar dene ke bad apni credit open karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

                    Dear friend job news ko ignore kiya jata hai to bada loss ho jata hai market main use time ko Dekhte Rahana chahie news ke Waqt trading Nahin Karni chahie bahut badi movements hoti hai..
                    • #11 Collapse

                      Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

                      Bhai jan joo member new ko ignore ker letn ahai tu wo sahi trading nahi ker pata hai.3s ko phir loss hi hota hai.ignore kerny sy kise cheez ka bhee hum hal nahi nickal sakty haiin.hamare trading kerte waqt ager koi high impact ki news aa jaty hai.market e news sy bahhut hi fast ho jaty hai.news k waqt soch samaj ker trading kerny chaye.aur news ko ignore bhee nahi krna chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

                        ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein Kaam Karte Hain To Hamen chahie kya Hamen Pakistan per Ek Samay news ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Kyunki news Jab Bhi Hoti Hai Pakistan Forex ke market mein aur Hamara trade open Hota Hai To Kuch Bhi Ho Sakta Hai Hamara account bhi ho sakta hai aur bahut jyada profit bhi mil sakta hai thanks
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jab hum news ko ignore karty hain ?

                          Dear sir aapki baat bilkul right hai Pakistan Forex mein agar koi impact ki news Aati Hai To Hamen unhen kabhi bhi ignore nahin karna chahie Kyunki news ki vajah se market bahut hi jyada movement karti hai aur vah Upar niche bahut hi jyada Hoti Hai jisse Hamen loss bhi ho sakta hai agar Ham new score analyse Kar Ke trade lagaenge To Hamen bahut hi Achcha profit milega

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X