over confidence ko ignore kar dain..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over confidence ko ignore kar dain..
    hello members, apse mera sawaal yeh he k over confidence ko ignore kar dain q k jo member over confidence ho jata he aur phir wo lalach main chalaa jjataa he is trah wo apne profit ka styaa naas kar deta he . aap sab over confident ke baray main apna knowledge share karain plz..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: over confidence ko ignore kar dain..

    Ni dear over confidence ko ham ignore ni kar sakty, hamy har sorat over confident attitude ko khatam karna chahe, asy member forex ma over confident hai to ye samjaty hai k ye bhot easy job hai or wo es ma expert ho gar hai, forex bhot tuff job hai or serious reh kar he es ma posting trading karna behtar hai,
    • #3 Collapse

      Re: over confidence ko ignore kar dain..

      dear friend apki bat bilkul theak ha overconfidence sa bhi forex trading mn nuksan he hota ha keun k aksr logon ko jb achha profit mil jata ha to woh overconfidence ho jatay hn aur khud ko expert smjhtay hn aur big lot use kr k big profit gain krnay ki koshish krtay hn to jb trade loss mn jati ha to account bhi wash ho jsta ha
      • #4 Collapse

        Re: over confidence ko ignore kar dain..

        Assalamualaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha ki Hamen over confidence sector ko send karna chahie Kyunki Jyada Se Jyada aur confidence Hona Kabhi Bhi kamyabi Nahin deta Agar Ham Jyada confidence Honge To Ham Mein laalach Aaj aayega Aur Is Tarah Hum Na Kami Hasil Karenge.
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: over confidence ko ignore kar dain..

          Maray khyal may forex trading may sab say zaroorinxmcheez ye hay ke aap apnay oopar a confidence peda karay lekin tukkay laga kar nahee knowledge our experiance hasil karnay k baadh our jab aap apnay oopar confidence karangay tho aap ko ek adha baar loss ho saktha hay lekin future may aap ko buhut acha faida is say hoga.
          • #6 Collapse

            Re: over confidence ko ignore kar dain..

            G han bilkul thek kaha ap ne hame over confident ho kar trading nahi karny chahiye kiu ke over confidence bohat nuksaan deta ha confidence ke sath trading karna bohat achy cheez ha lekin over confident apko sirf nuksaan deta ha bohat se over confident ho jate ha aur mistakes kar dete ha jis ki wajah se unko loss ho jata ha achy trading karny ha to over confident na hoi
            SUMIYA TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: over confidence ko ignore kar dain..

              g bilkul over confidence ko ignore kar dena chahye over confidence hamara sub say bara dushman hay jitna zada hum over confidence main ho gay hamary liay utna hi bara loss ho ga. so hamain confidence bahaal rakhna chahye aor kabhi bhi lose nahi karna chahye jitna zada lose karen gay hamary liay utna hi zada acha ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: over confidence ko ignore kar dain..

                Gee bilkul main b overconfidence ki wajah se 2 bar lalch main chala gya tha phir 2 bar hi result ek hi nikla matlab account wash masla yeh tha k market se kuch din se profit nai ban raha tha main ne apnay strategy k rules ko tor kar zaida profit bananay laga phir trade phans gai account wash ho gya
                • #9 Collapse

                  Re: over confidence ko ignore kar dain..

                  ji han bilkul vaise forex ke alava koi bhi kam ho agar usmein aap over confidence ke sath kam karte hain to aap usmein nuksan hi hasil karte hain ISI tarah forex bhi aisa work hai jisme agar aap baithe aur acchi earning karna chahte hain to aapko over confidence se parhez karna bahut jaruri hai jab aap overconfidence karte hain to aapko Lal paida Ho jaati hai jisse aap acchi trading nahin kar paate isliye aap confidence ke sath work Karen Taki aap baithe aur kamyab earning kar sake aur forex mein success hasil kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: over confidence ko ignore kar dain..

                    g bilkul hume chahye k hum forex main kabhi b over confident na hoon kyu k over confident hume loss main lay k jata hai hume confident hona chahye apni skills pay trust hona chahye aur over confident se humary pass jo skills nahi hoti hain wo b hum samjhna start kar dety hain aur is tara hme loss pay loss hota hai is liye kosish kaarin k over confident ko ignore karain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: over confidence ko ignore kar dain..

                      ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen overconfidence bilkul bhi nahin Hona Hoga overconfidence Vahi hote hain jinko bahut hi jyada knowledge or experience hota hai aur unhen bahut hi jyada profit bhi Milta Hai Hamen kabhi bhi overconfidence nahin Hona chahie thanks

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X