jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai
    salam all members
    main ne apny life main 4 year forex ki mere zehn main kafi bar paisa suwar ho jis par mera kafi loss howa main baaz na aay phir main 2 bar account wash ho gya
    is liay main kehna chahte ho k aap brain main paisa bilkul suwar nai honay de balke sabar se kam lo or trading karo trading ko trading samjh kar karo na k paisa
    samjh kar is tarah aap zaroor faiday main raho gai or tention boht kam aay gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai

    Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex mein aik had tak paisay ka sochna chahiye kiun k ziada lalch nuqsan deh hota hai or Jis k dimagh mein paisa sawar ho Jaye wo insan kabhi kamyab nahi hota es liye sabar k sath thoray pe guzara karen or lalch se bachen
    • #3 Collapse

      Re: jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai

      Ji han yah Baat bilkul theek hai ki Jis Ke Pass Paisa a Jaaye Jo Insan ko tabah kar deta hai isliye Hamen chahie ki agar hamare pass Paisa Aaye to vah tabah ho jata hai isliye Hamen chahie ki agar hamare pass Paisa a Jaaye To Ham ise Hatya karne ke acche tarike se istemal Karen Taake Ham tabahi se Badshah ke
      • #4 Collapse

        Re: jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai

        Sahi kaha ap na paisay ka lalach insan ko tabah kr daita ha is lalach sa ap ko success nhi mil skti aur ye ap k liay b nuksanday sabit ho skti ha. Bs mehnat sa kam krain aur is sa jo mil jae usi pa shakir rahain. Bht ziada paisay k peechay na bhagain
        • #5 Collapse

          Re: jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai

          forex main hum investment karty hain or profit gain karty hain hamy is main lalch or emotion ko kabe main rakh kar forex main kam karna chahey agar hum is main lalche ban kar is main kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market yai broker ka koi qasure nahe hota loss hum apny lalch ke waja sy loss karty hain yai aik online business hain
          • #6 Collapse

            Re: jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai

            Yes aam business ki trha Lena chahye iss mein loss bhi hai yaad rkh KR trade krna chahye soch smjh KR dhyan se wrna Jo hai woh bhi loss ho skta hai jitna mile woh Len zyadah ke liye woh bhi na kho den I think
            • #7 Collapse

              Re: jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai

              yes dear app ki bat bilkul thek hai forex main ap ko sirf pesy ko he samny rakh kar trade nahi karni chaheay sab sy pehly ap ka focus learning ki tarf hona chaheay boht sary trader forex main aty he din rat earning ka sochty rehty hain wo samjhty hain k forex pesa bnanay wali machine hai jiss say din rat main he ameer bana ja skata hai jab tak forex main experience nahi ho ga tab forex pesa barbad he kary ge.
              • #8 Collapse

                Re: jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai

                laalchi banda kabe be forex mai kamyab nahi ho sakta hamy apny ander ky lalach ko katem kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy or hum paisa kama saky gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is business mai hum apny boss ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai

                  greedy kabe be forex mai kabe be kamyab nahi ho sakty hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik wase busines hain hum is mai agar success gain karna chatey hain to hamy greed ko avoid karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex jasa koi or buisness nahi hain forex aik unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai

                    jo lalachi hain wo forex mai fail hain forex mai lalach hamara dusman hain hamy isy avoid karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha buisness hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jis k brain main paisa suwar ho jay wo insaan ko tabah kar daita hai

                      Ji bilkul Jiska dimag Mein Paisa Sawar Ho Jata Hai vah Uske alava aur kuchh Sochta hi nahin hai aur uski vajah se bahut jyada lalchi bhi ho jata hai aur Yahi Baat use ko aur uske business ko tabah kar deti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X