Earning after learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Earning after learning
    Assalamu alaikum dear friend aaj main aapko batata hun ki earning and learning mein kya difference hai hamare kafi friend special new members jaise hi forex ko join karte Hain to unka khyal hota hai ki vah aaenge aur Dan and their earning karenge aur chale jaenge jabki aisa har kise nahin hai forex is worldwide online business hai jo ki game bilkul nahin hai maximum log isko game samajh ke use karte hain aur learning bilkul nahin karte just earning ke chakkar mein hote Hain yad rakhen forex business ko learn karne ke liye mehnat ki jarurat hai jo trader mehnat karega vah acchi anek bhi karega nahin to har dafa apna account hosh Hi karwata rahega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Earning after learning

    Ji han yah Baat bilkul theek hai ki earring after learning Agar Ham earring Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham apni learning ko best Karen Kyunki itni acchi learning Hogi Ham utani acchi earring Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie ki agar earring chahie to learning Karen
    • #3 Collapse

      Re: Earning after learning

      G bilkul forex se apko earning aur kamiyabi tab mile gu jab ap forex ko sab se pehle achy tarha se learn karo ge forex ko learn kie beghair apko is se kuch nahi mile gy jo log forex ko achy tarha se learn nahi kart aur apna tamam focus earning par rakhte ha unko forex me kamiyabi nahi milty aur unko nakaami ka samna karna parta ha is liye sab se pehle forex ko achy tarha se learn kare aur phir apko earning bhi mile gy
      SUMIYA TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Earning after learning

        Forex main yeah bat to boht clear hay kay earning trader ko learning kay bad hi hoti hay. is say trader ka trading knowledge aur experience zayada hota hay aur trader sahi mano main forex day earning ker sakta hay. kuch trader new hotay hain lakin learning ko focus kertay hain aur learning ko chor detay hain jis say wo forex main nakam hi rahtay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Earning after learning

          dear friend agar ap fiorex main leaerning karen gay tab hi ap as main achi earning bhi jkar pain gay as leye ap ko chahye k agar ap kameyabhi aur achi earning karna chahty hain to learning karen aur forex ko sekhen
          • #6 Collapse

            Re: Earning after learning

            profit k liye earning karna lazmi hain learning hasil krna hain tu lot of knwoaldge hasil karna b must hain jis k pas lot of knowladge hain wahi ek kamyab trader hain kamyab trader banne k liye mehant karna lamzi hain learning krna b lazmi hain and earning karna hain tu lot of mehant karna zarori hain forex trading main earning milti hain par lot of hard work karn hain lazmi ...............
            • #7 Collapse

              Re: Earning after learning

              Ji han Sar aapki baat bilkul sahi hai Pakistan Forex Mein kamyabi Hasil karna aur isase Achcha profit Kamana Hamari learning per depend Karta Hai Ham jitne Jyada Humari Lad Jaega acchi Hogi aur ham mehnat Jyada Karenge aur apne experience ko daily update Karenge ham utna hi ismein achha profit Mar sakte hain aur Hamen kabhi bhi loss Nahin hoga
              • #8 Collapse

                Re: Earning after learning

                earning be is wakt hasil ho ge jab hum market ko achy sy learn kary gy hamy market ky mutabik kam karna chahey agar hum is main tukky laga kar market ky kelaf ja kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga hamy market ko achy sy samj kar mahent or lagan sy kam karna chahey per he hum is main pasa kama sakty hain or apne needs ko pura kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Earning after learning

                  Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main jab hamari learning achi hoti hai to forex main hum achi learning ki madad seour loss se bhi bach sakte hain acha work kar sakte hain our is se hum acha profit hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Earning after learning

                    ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Forex trading co Hamen completely learn karna chahie Kyunki Kisi bhi Business mein Ham learning ke bagair nahin kar sakte isliye Hamen chahie hai ki Ham isko learning Karen bad Mein Karta Ayenge isliye yah Ek Aisa business hai jismein Ham kisi ke bagair Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye is Forex trading course sikhana Hoga kamyabi ke liye
                    PAK ARMY ZINDA ABAD
                    • #11 Collapse

                      Re: Earning after learning

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
                      Assalamu alaikum dear friend aaj main aapko batata hun ki earning and learning mein kya difference hai hamare kafi friend special new members jaise hi forex ko join karte Hain to unka khyal hota hai ki vah aaenge aur Dan and their earning karenge aur chale jaenge jabki aisa har kise nahin hai forex is worldwide online business hai jo ki game bilkul nahin hai maximum log isko game samajh ke use karte hain aur learning bilkul nahin karte just earning ke chakkar mein hote Hain yad rakhen forex business ko learn karne ke liye mehnat ki jarurat hai jo trader mehnat karega vah acchi anek bhi karega nahin to har dafa apna account hosh Hi karwata rahega.
                      koi bhi kam ho chaye wo forex ho ya koi aur . pehly us ko seekhna prta hai . forex me to pehly learning bhot zarori hai . kyo ky is ko sekhny ky bghair me alif by ka kuch nhi pta hota bary se bary educated ko bhi . is lie pehly learnring us ky bad earning .
                      Mehnat Me Azmat hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Earning after learning

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
                        Assalamu alaikum dear friend aaj main aapko batata hun ki earning and learning mein kya difference hai hamare kafi friend special new members jaise hi forex ko join karte Hain to unka khyal hota hai ki vah aaenge aur Dan and their earning karenge aur chale jaenge jabki aisa har kise nahin hai forex is worldwide online business hai jo ki game bilkul nahin hai maximum log isko game samajh ke use karte hain aur learning bilkul nahin karte just earning ke chakkar mein hote Hain yad rakhen forex business ko learn karne ke liye mehnat ki jarurat hai jo trader mehnat karega vah acchi anek bhi karega nahin to har dafa apna account hosh Hi karwata rahega.
                        han jee sir ap nay theek kaha, jo traders forex ko serious nai laitay koi game ya time pass samjtay hain wo forex main kamyaab nai ho saktay, forex ko learning karnay k liay mehnat aur time chahiay hota hay, kyun k mehnat k bina forex ko seekha nai ja sakta aur seekhay bagher earning ho nai sakti es liay pehly achi tarha learning karain forex k baray main phir earning k baray main sochain, forex 1 online aur world wide business hay koi choti moti dukaan to hay nai k 10 mint main seekh liya k kesay saman baichna hay, forex ko samajnay k liay din rat 1 karny partay hain,tag o do karni parti hay tab ja k forex k samaj aati hay
                        If you work hard no body can stop you from success
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Earning after learning

                          Ji han bhai jaan bilkul aisa hi hai agar aapane earning karni hai to aapko learning karni chahie Forex ke bare mein aap log har cheez learn Karen aap log mehnat Karen aur sbr Karen kamyabi aapke kadam chume ge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X