salam all members
kafi zaida logo is liay forex ko chor daite hai k wo learning doran hi risk start kar daite hai risk itna zaida laite hai jo bardashat se bahar hota hai phir
un ko boht loss hota hai wo baaz nai aate bar bar risk laite hai phir boht zaida zehny deperation ka b shikar ho jate hai q k forex main start time bar bar
zaida loss karna aap ko forex chornay par majbur kar daita hai aisay trader learning k duran hi learning par zaida zor nai daite balke paisa paisa karte hai
or paisa puri tarah un k zehn par suwar hota hai jo un ko tabah kar daita hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим