Planing k baghair trading fazool hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Planing k baghair trading fazool hay.
    G dear fellows maray khyal may jo members trade open karnay k liay koi planing nahee karthay wo is business say koi faida nahee lay sakthay asay members k liay maray khyal may ye business fazool hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Planing k baghair trading fazool hay.

    Main ap ki baat se agree karta hun bolkul fazool hai agar ap trade open karte hain lekin markit ko chek nhi karte ya markit ananlyse nhi karye trading main agar ap trade se profit hasil karna chahte hain to ap ko achi ananlyses ke zrorat zror hogi.
    • #3 Collapse

      Re: Planing k baghair trading fazool hay.

      Asalam o alaikum Dear forex forum brothers and sisters. Jaisa k ap ne bilkul sahi Farmaya ke planing k baghir trading fazool hai. Mai ap ki es baat se itifaq rakta hon. Trading to chorein dunya mai koi kaam bi baghir planning k fazool hai jo hamein nuqsaan ki taraf le ke jaa sakta hai. Phir trading k leye to market ki analysis bi karni hoti hai. Or ky baad baqayeda planning k saat trading karni parti hai. Tab hi hamein profit hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Planing k baghair trading fazool hay.

        dear traders dunia mai koi bhi kaam ho. sab kelia panning zaroore hai. ju loog har kaam se pehle planning karte hai wohi loog kamyab hai. planning aik aisa behtareen cheez hai ju insaan ko bulandio tak lai ja sekta hai. planning kamybi ki konje hai. lehaza forex mai bhi ju loog trading se pehle planning karte hai woh loog trading se meximum profit hasil karsekte hai. leahaza trading se pehle planning is the best.
        • #5 Collapse

          Re: Planing k baghair trading fazool hay.

          Bilkul bgair planning k bgair kamyaab nahi ho skty forex trading me hamesha apko mehnat sy kaam krna hota jisky leay ap proper plaining krna hota jis sy apko money management
          • #6 Collapse

            Re: Planing k baghair trading fazool hay.

            Jab market ki movement Jyada Hogi Ham earning Bhi Jyada Karenge bahut se Log Yahan per is Baat per bahut jyada question Karte Hain Ki Ham Log Yahan per kam kar ke regular profit Kaise generate kar sakte hain Jyada mehnat Karne Se Jyada ham log regular profit generate kar sakte hain market ki movement per depend karta hai agar Ham acchi traction Mein investment Karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: Planing k baghair trading fazool hay.

              Planing money management time frame experience analyse y sb chezy mil ky apko ak kamyab trader bna skti hn leken is mn ap mn sabar ho r ap long time trade hold kry r lalchi na bny lot size account ky mutabk hona chahy
              • #8 Collapse

                Re: Planing k baghair trading fazool hay.

                Planning Ke bagair Nahin balki Hamen is Samay bahut jyada mehnat Karni chahie Aur Dil chahie Hamen is Samay bahut hi jyada mehnat Karni chahie aur ek plan Banakar reading karne chahie Hamen main tabhi Ham is Mein Kamyab Ho Payenge Nahin To Hamen Samay kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Payenge aur ham is Samay bahut hi jyada kam aaenge main ismein plan Banakar Karni chahie tabhi aaenge bahut hi jyada
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Planing k baghair trading fazool hay.

                  Ji Mere Pyare doston Assalamu Alaikum koi bhi kam ho koi bhi business so Koi disturb Ho Gaya planning ke Kabhi Kamyab Nahin hota to plan Karke Soch Samajh ke Hamen trade karna chahie aur posting karna chahie Kyunki planning ke bagair bandana kam ho jata hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X