Scalping kis time frame mein ki jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping kis time frame mein ki jaye?
    Dear members mein aap sae poochna chahta hoon kay humain scalping kis time frame mein kerni chahyea kya hum iss kay baray time frame mein scalping ker saktay hain please aap sub apni apni rai zaroor dain aur kya scalping kerna theek bhi hai kay nahin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping kis time frame mein ki jaye?

    main to scalping ke bare main ye kahon ga ke ap scalping us wat karen janb ap markit ka ye jaj karen ke woh oper neche ja rhi haibto us waqt scalping se achi khasi earning kar sakte hai scalping ke faide bhi hain our nuqsan bhi hote hain.
    • #3 Collapse

      Re: Scalping kis time frame mein ki jaye?

      Agar aap scalping karna chahte hain to uske liye ye news time baithe rahata hai Jab Bhi Koi Hai impact news Kisi bhi specific currency Ki Aane Lage to aap use scalping kar sakte hain aur yah aapko bahut accha profit de sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Scalping kis time frame mein ki jaye?

        forex aik world wide business hain hamy is mai scapling karny ka acha bonus milta hain forex aik wasee businss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik world wide or unqiue business hain
        • #5 Collapse

          Re: Scalping kis time frame mein ki jaye?

          dear ager ap nay scalping karni hai tu sab sy acha time frame m30 aur h1 hai iss say kam tiem frame main ap ko scalping nahi karni chaheay ziada choty time frame main scalping karny ky lea ziada risk hota hai jiss say ap ko tention rhti hai jab ky m30 aur h1 main ap trade ko hold bhi kar sakty hain is lea ap ko trade scalping main bh wo klarni chaheay ju ap ko ziada profit day ta ky ap ko bar bar trade karny ki need na rahy.
          • #6 Collapse

            Re: Scalping kis time frame mein ki jaye?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
            Dear members mein aap sae poochna chahta hoon kay humain scalping kis time frame mein kerni chahyea kya hum iss kay baray time frame mein scalping ker saktay hain please aap sub apni apni rai zaroor dain aur kya scalping kerna theek bhi hai kay nahin
            G marcket ki situation dakhty huy ap scalping kar sakty hn or iski opition apko use karny k loye marcket analyze dakhna chahye phrr apko is scalping ka fayda hoga
            • #7 Collapse

              Re: Scalping kis time frame mein ki jaye?

              hum scalping karty hain to hamy h1 time frame ko use karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik wasee busines hain hum is ma part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Scalping kis time frame mein ki jaye?

                jab hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy ache learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hamy rozana is mai kam karna ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping kis time frame mein ki jaye?

                  agar hum sucess gain karna chatey hain to hamy time frames h1 ko use kar ky bahtren strategy bana kar kam karna ho ga oher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain humj is mai bagr paisao ky acount bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kkary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping kis time frame mein ki jaye?

                    Dear scalping bhi fast earning ki aik kisam hay laiken kabhi kabhi humay is ma loss bhi hu jata hay is liye scalping kay liye active mind ka huna bhot zarori hay dosra scalping hamesha M5 aor M15 time frame ma hi kamyab hay aor is ma session ka bhi kafi amal dakhal hay is liye isko London aor New York session ma kerna chayi kiun kay os waqat market movement kaafi fast hu jati hay aor profit kay chances bhot barh jatay han.
                    • #11 Collapse

                      Re: Scalping kis time frame mein ki jaye?

                      Scalping krni ha Tou apka experience Acha hona zrOri ha aur metal pa scalping na kren Tou behtr ha agr apka iska experience nai ha tOu scalping Ka time frame agr dakha jay tOu jb market bht fast move krti ha tb ap ye strategy use krskty hn but new members is se avoid kren
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Scalping kis time frame mein ki jaye?

                        scalping mere khiyal se 15mins and 30mins k chart par ki jay yeh zaida behtar hai lekin mere khiyal main insta bonus account par scalping karna rules k khilaaf hai kam waqat main zaida profit kamana b rules k khilaaf hai is liay aap money manage wali trading karo boht zaida trading kar k zaida profit bananay ki koshash na karo agar insta forex ko pata chal gya wo withdraw time aap ka account banned kar de gai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X