trading journal ko analyze karna be zarori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading journal ko analyze karna be zarori hay
    Monthly base par agar ham apni trading ka jaiza len to es trading journal analyze karny key base par ham me jo be mistakes aur khamiya hoti hay wo hamary samny ajati hey aur ham es ko control karny me be kamyab ho sakty hey,

    jo traders apni trading journal ko analyze karna zarori nahi samjty esy traders ko apni mistakes ka andaza hi nahi hota aur na hi wo asani se apny mistake ko find kar sakty hey aur na hi control kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading journal ko analyze karna be zarori hay

    G han yeah baat bilkul tehk hy k leay joiner ko bhi chahiye k who mahnat ko analysis karin phir treading karain koi ky treading sy pahly market ko analysis karne se hi ham Pakistan Forex forum main kamyab trader ban saktay Hai our acha profit hasil kar saky hain is leay ham ko chahiye k ham pahly market ko analysis karin phir treading karain
    • #3 Collapse

      Re: trading journal ko analyze karna be zarori hay

      Gee haan bhai aap ki baat theek hai trading journal ko analyze kerna iss lye zaroori hai kay iss sae bhi himain forex ka knowledge hasil hota hai humain trading ka knowledge milta hai aur trading general sae humain bahut achi achi informations bhi mil jati hain jin ki wajah sae hum forex mein acha kaam ker saktay hainapnay profit aur kamyabioun ko increase ker saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: trading journal ko analyze karna be zarori hay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Monthly base par agar ham apni trading ka jaiza len to es trading journal analyze karny key base par ham me jo be mistakes aur khamiya hoti hay wo hamary samny ajati hey aur ham es ko control karny me be kamyab ho sakty hey,

        jo traders apni trading journal ko analyze karna zarori nahi samjty esy traders ko apni mistakes ka andaza hi nahi hota aur na hi wo asani se apny mistake ko find kar sakty hey aur na hi control kar sakty hey.
        As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek hai agar Ham monthly basis per Apne Lagaye trade ka acche se analyse Karenge to usmein Hone Wali mistakes ko improve kar sakte hain isliye 1 history Banakar rakhni chahie
        • #5 Collapse

          Re: trading journal ko analyze karna be zarori hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Monthly base par agar ham apni trading ka jaiza len to es trading journal analyze karny key base par ham me jo be mistakes aur khamiya hoti hay wo hamary samny ajati hey aur ham es ko control karny me be kamyab ho sakty hey,

          jo traders apni trading journal ko analyze karna zarori nahi samjty esy traders ko apni mistakes ka andaza hi nahi hota aur na hi wo asani se apny mistake ko find kar sakty hey aur na hi control kar sakty hey.
          G dear apki bat say ham pura itifaq krty hain qun k her month hamain apny trading journal ka jaiza lenay say kafi information bhi mil jati hy k kahan ham nay galti ki hay tbhi ham next time achi sensible trading kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: trading journal ko analyze karna be zarori hay

            Boss aap ki baat belkul durast hai aur analysis aik aisee cheez h jo hamari her waqt madad kerte h jis ki madad sy ham market ko samjh pate hien aur ham as mien ye jan lete hien ka market kaha ja sakti h as lyee ham ko as mien her trade ko kerne sy
            pehle analysis kerna hota h aur ham ko as mien jab trade kerna hota h tu market per gehri nazar rakh ker
            as mien trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam karte hien aur ham ko as mien her bar analysis ker sakte hien aur ham as mien analysis karna hota h.
            • #7 Collapse

              Re: trading journal ko analyze karna be zarori hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Monthly base par agar ham apni trading ka jaiza len to es trading journal analyze karny key base par ham me jo be mistakes aur khamiya hoti hay wo hamary samny ajati hey aur ham es ko control karny me be kamyab ho sakty hey,

              jo traders apni trading journal ko analyze karna zarori nahi samjty esy traders ko apni mistakes ka andaza hi nahi hota aur na hi wo asani se apny mistake ko find kar sakty hey aur na hi control kar sakty hey.
              G bilkul sai kaha or mn aisa hi karu ga apni trading ko analyze kar k apni har khaami ko door karu ga or jitna hosky loss sy bachu ga
              • #8 Collapse

                Re: trading journal ko analyze karna be zarori hay

                hello friends good morning aapane bilkul theek kaha hai main aapki baat se ittefaq karta hun hamen trading general bhi read karna chahie isase hamen knowledge aur learning milati hai jisko utilise karke acchi post Karne se achcha bolate bhi milta hai aur hamen form ke rules bhi maloom hote Hain..
                • #9 Collapse

                  Re: trading journal ko analyze karna be zarori hay

                  Good Afternoon Friends
                  Ham jab ismain trading journal ko bhi analyses arna chahye agar ap is mein tarde lagate hain to apko is ein market ko achi tarah analysis karn chaiye is mein ham ko tarde agane mien jald bazi nahi karna chaiye is ein ham ko market kjo achi tarah dekh kar uar is mein apne senior se ppch kar tarde karna chaiye ham ko is mein kam trade open kar ne cheiy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: trading journal ko analyze karna be zarori hay

                    hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex pakistan mai legal busines ban cuka hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X