Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay
    Zarori nahi key posts ki quality ham long posting kar key hi behtar kar sakty hey agar short posting ki jaye per be ham posts ki quality ko maintain nahi rak sakty esi tarha agar bahot zeyda long posting ki jaye to ham se bahot zeyda mistakes ho sakti hay aur es condition me be hamary posts ki quality ko behtar nahi samja jata hay, simply 4 lines ya 5 lines ki hi post honi chaye aur threads be key line be 4 ya 6 se zeyda nahi hony chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay

    dear bhi ap ny really correct swal ask ka hy hum ko chye less say less aur more say more post say avoid karein humko chye maximum two half post ko select ki g aur bad main is ko achay method say read bhi kar leya gy q ka jitni good post hon ge itna he more profit gain hoo g.
    • #3 Collapse

      Re: Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay

      Bhai forex forum me apko chye k bilkul point ki aur to the point baat krni chye jis sy agly bandy ko apki baat ka mtlb samjh AA Jay zaada lambi tamheed bandh k ap jab posts krty hen mostly log apki posts ko parhty bhi nahi hen is leay kaam ki baat honi chye posts me zada choti bhi nahi zaada lambi bhi nahi
      • #4 Collapse

        Re: Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay

        Baai g maray khyal may short post ka kuch. Ziada faida he nahee hay kionka sab ko patha hay ke bonus ab kithne mushkil say miltha hay is liay hamay chahiay ke hum ziada ziada lambi post karay our oske quality par ziada dehaan dy kionka aap k posts k quality be aap k bonus par buhut asar andaaz hothe hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay

          g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai aor main ap ki bat se agree karta hon ke forum me bohat zyada short ya bohat zayda long posting ko avoid karna zarory hai as liy hamein chahye hai ke ham as main ache se kam karte rahe and hamein as forex trading main zyada long aor zyada short kabhi bi posting nahi krna chahye hai agar aesa kare ge tu ham kamyab nahi ho sake ge
          • #6 Collapse

            Re: Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay

            forum mai hum kam karty hain hamy kam kar ky acha bonus milta hain hum kam kar ky acha knolwedge be gain kar sakty hain forex aik wasee busienss hain hum is mai out of cost account bana kar be kam kar sakty hain forex bahtren business hain hamy mayre or lenghty posting karne ho ge pher he hum zada acha bonus earn kar saky gy
            • #7 Collapse

              Re: Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay

              ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai hamen chahie ki ham ismein long trading Karen aur long posting Karen kyunki Agar ham ismein long post Nahin karenge to fir hamara ismein bahut accha bonus aaega jab achcha bonus aa gaya To ham ismein bahut accha profit bhi kam Na sakenge to isliye hamen chahie ke acche acche post
              • #8 Collapse

                Re: Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay

                pak froum ka rules hain k pak froum main posting kare gy tu humhain ziyda lambi post karne ko zarorat nhe hain humhain kam say kam 2 line ki post karna lazmi hain 2 line say kaam post nhe karni chahiaye pak froum main ziyda lambi post karn ki b zarorat neh hain pak froum main kam say 3 line ki post bes thian par post main forex k relted ho sab kuch ................
                • #9 Collapse

                  Re: Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay

                  bhaibhamian mayari post karni chahye hamari post na itni badi honi chahyian our na hi itni bog honi chahyian ke members read karte howe booriyat mehsoos karen our na itni short karen ke log ap ki baat ko samajh bhi na sakian.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay

                    forex aik wasee business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai musalsal mahnet sy kam kary gy to hamy acha bonus mily ga forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka blam nahi hota forex aik acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay

                      Gee brohter posting long ya short achi nai hoty achi post wo hoty hai jis main kisi thread ko us k hisaab se pura juwab diya gya hai juwab chota ho ya big hamesha thread k mutabiq hi acha lagta hai aisy post hi quality wali hoty hai aisa post achi nai hoty kisi ne thread main kuch or pocha hai aap comment main kuch or lambi lambi suna do boht lambi post create kar do yeh bakwas post hoty hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum me bahot zeyda short ya bahot zeyda long posting ko avoid karna zarori hay

                        Agar hum bohat zayda short post krain tu uska bhi faida nahin hai or agar bhohat lambi kar dain tu bhi loss hai agar hum moderate post krain gay tu uska hamaein faida hoga tu usk liay zarori hai keh hum khud ko is qaabil bnaein keh hum apni zindagi mein kabhi bhi khud ko bound nahin krain gay or acha kaam krain gay tu hamaein faida hoga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X