mahnet mahnet or siraf mahnet

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mahnet mahnet or siraf mahnet
    hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hum part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mahnet mahnet or siraf mahnet

    G han dear es business mai jitni zayda mahnet kay sath kam kiya jatye utni he zayda es mai kamyabi milti hai tu hamesha mahnet kay sath kam kartye rhain aur mahnet hamwsha kartye rhaina chye
    • #3 Collapse

      Re: mahnet mahnet or siraf mahnet

      Boss aap ki baat belkul durast hai aur meri nazar mien jo mehnat kerta h wo as mien kamaee ker sakta h as lyee ham ko as mien her bar mehnat kerna hota h aur ham ko as mien as had tak mehnat kerna hota h jab tak ham as mien
      aik kamyab tajir nahi ban sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud ko behtreen sabit kerna hota h
      aur ham ko as mien sab kuch seekhna hota h aur as lyee ham ko sirf mehnat aur mehnat karna hota h.
      • #4 Collapse

        Re: mahnet mahnet or siraf mahnet

        G han bhai jan aap ki baat bilkul thk hai hamen chaye k ham forex main sirf mahant hi karen kamyabi khud hanatmry kadam choomy gy joo es main mahant kerty hain vahe vahe kamyab hoymte hain.es main mahant ker k achy earning hasil ki ja sakty hai nahant ka phal acha aur metha hota hai hum ko chay ek hum mahnat zaroor karen.
        • #5 Collapse

          Re: mahnet mahnet or siraf mahnet

          G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main kamyabi sirf mehnat se milti hai is liye forex main hamein mehnat karni chahiye jis ki wajah se forex main hum acha profit hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: mahnet mahnet or siraf mahnet

            Good Afternoon Friend
            Ham ko is main mehnat karna chahye agra ham is main mehnat karte hain to kamyab ho sakte hain ham ko is main apne posting main mehnat se hi kamyabi mil skata hain aor ham ko is mein daily posting karna hoga aor ham ko is mein mehnat bhi karna chahye is mein ham ko hard working karnma hog ais mein ham kamyab ho skate hain
            • #7 Collapse

              Re: mahnet mahnet or siraf mahnet

              dear bhi ap ny really correct swal ask ka hy hum ko chye father of nation ka rules ko accept kar lena chye q ka in ka bhi y said tha work work and work after that we achieve success other wise we never gain success by easily so is kam main hum ko late nahi karna chye .
              • #8 Collapse

                Re: mahnet mahnet or siraf mahnet

                ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam Karte Hain To Hamen ismein bahut hi jyada mehnat Karke kam karna hota hai jo new member hote hain to unhen bahut hi jyada kam karna chahie Kyunki unhen knowledge bilkul bhi nahin hota hai agar vah Jyada mehnat Karenge to unko bhi knowledge Milega aur profit Bhi Milega thanks
                • #9 Collapse

                  Re: mahnet mahnet or siraf mahnet

                  Dear Forex aapane bilkul theek kaha hai ki mehnat mehnat aur mehnat Kyunki Yahan Main Aarti karna chahie vaise to main lurr baach maarna Hai per Ham ISI ko mehnat kar Kahate Hain aur Hamesha Tumko Karte Rahenge Baki Allah Pak Karam Karega aur Inshallah main use Din Se fayda hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: mahnet mahnet or siraf mahnet

                    Assalamualaikum dear friends Forex Mein kamyabi k liy apko ziada sy ziada mehnat Krna ho gi AP ko cahahy k Soch samjh k tarde krain r ek Kamyab tarde k liy ek accha experience Hasil krny ki koshish krain take AP ek Kamyab tarde kr k ek accha profit Hasil kr sakain.
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #11 Collapse

                      Re: mahnet mahnet or siraf mahnet

                      forex ma kamyab hone ke liye hume boht zyada mehnat kerni chahye kyun ke mehnat ker ke hi ap kamyabi hasil ker sakte hen forex ma mehnat or lagan se kam kerte rehen ge to hum boht jald kamyabi hasil ker len ge or apni earning bi zyasa ho jai gi mehnat kabi zaya nhi hoti mehnati insan boht jald kamyabi hasil ker leta ha is liye mehnat se kam kerte rehen or mehnat ko kabi na choren ap ko mehnat ka sila zaror milta ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: mahnet mahnet or siraf mahnet

                        G mere dost hame mehnat mehnat aur sirf mehnat karny chahiye kiu ke forex me kamiyab hone ka aik he raasta ha aur wo ha mehnat forex me short cut ways se kamiyabi nahi milty jab tak ap mehnat aur kushish nahi karo ge apko kamiyabi nahi mile gy agar mehnat na ki jaye to asaan se asaan kaam me bhi kamiyabi nahi milty is liye ziyada se ziyada mehnat kare forex me
                        SUMIYA TRADING JOURNAL

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X