Kia forex trading may kismath par depend Kia ja saktha hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia forex trading may kismath par depend Kia ja saktha hay.

    ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam Karte Hain To Hamen chahie ki Hamen Pakistan Forex Main Jab Bhi trading karna hota hai to Soch samajhkar trading karna chahie aur Hamen Jyada Se Jyada market ko naraj karna chahie FIR Ham Jab trade Karenge to Achcha profit mil sakta hai thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia forex trading may kismath par depend Kia ja saktha hay.

      i think hume kismat pay nahi depend karna cahhye kyu k agr hum kismat pay depend kiye to ik dafa kamyab ho to jaain gay liken us k bad nahi hum loss main jaty jain gay aur kismat b us k sath deti hai jo k mehnat se kam karta hai mary khyal main ye bahoot bari bewakoofi hai agr hum kismat k sahary baith jaain aur kuch b naa karain is taara hum kabhi b kuch nahi kar skaian gay.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Kia forex trading may kismath par depend Kia ja saktha hay.

        Dear forex prize bound ke tra nhi hai jis ko qismat par chor dia jay forex ek business hai jis ko app apni soch samj sy kar sakty hain jis main app ko markeet ko samjna hota hai ager app us ko samj jain tu app ke qismat ban sakti hai ku ky phir app es business sy profit lay sakty hai forex main app ko mehnat kar ky apni qismat bnani parti bai

        اب آن لائن

        Working...
        X