Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??
    Assalamu Alaikum dear friends kya hal hi friends main aap Logon ko yah batana chahta hun k forex business mein learning aur knowledge donon Ka Hona bahut jaruri hai naalige hoga to learning hogi knowledge ke bagair learning Nahin ho sakti aur jab learning hogi to experience hasil Hoga jis se acchaa bonus milega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

    G han sir iss main learning or knowledge dono he zaroori hain hum agr iss main mehnaat kariye toh hum iss main bhot he kam waqat main bhot he acha sy kam kar sagta hain iss liya humain iss main zada sy zada knowledge or experince rakna ho ga joh humain iss main kamiyaab or successful trader bana sakiye or hum iss main tabhi he acha bouns be hasil kar sagta hain shukria.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

      G Han apne bilkul theek kaha forex main ea4nong ke lye learning ki bhot zrori hai agar ap learning achi karte hain to is se ap ka knowledge acha ho jai ga oir experience bhi acha mol jai ga jis se ap forex main achi earning kar sakte hain.
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

        dear bhi ap ny really correct swal ask ka hy merry think ka mutabiq both are iportant is ki reason yeh hy ka first of all hum ko chye apny senior say ilm ko gain karooafter that hum ko chye jb hum khud ko think karein ka really hum is limit tk agay hein ka knowledge her chees ka baray main full hy to agay ki janib gamzin hoona chye.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

          yes sir hum ko as mien aa ker her bar learning karna hot hai agr hum as mien aa ker learning kerty hien tu hum as mien aa ker her bar knowledge ko increase ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker hr bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar learning ko her bar increase kera hota hai or life ko change karna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

            Forex market Mein learning or knowledge sem chij Hai yah donon bahut jaruri hai tere ko chahie ki sabse pahle a Apne knowledge Hasil Karen Uske bad forest watchman kam start karen Jab usko pata Hoga Ki maarpeet Kaise work karti hai to vah trade bhi acche tarike se kar payega aur SAS account abhi work Karen
            • #7 Collapse

              Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

              Dear friend learning Karenge to hi knowledge has Hoga daily basis per learning Karni chahie aur Khud Mein improvement Lani chahie jitni Jyada aapki learning strong hoti Jayegi utna hi forex market Mein Behtar kam kar Sakenge..
              • #8 Collapse

                Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

                Bhai jan es main hum aa ker achy learning keren hum ager es main aa ker her bar learning keren tu hum ahista acha knowlage hasil ker sakty hain es liye hum ko chaye k hjn es main ziada learning keren ager learning keren gy tu hum acha knowlage hasil ker sakty hain aur achy learning bhee hasil ker sakty haain.hum ko chaye k ham learn zaroor karen.khud ba khud kmayab ho jaen gy.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

                  Dear forex me dono hu bht zarori hen kyun k apko acha knowlage serff achi learning sy hasil hota hy usky bgair apko acha knowledge nahi gain kr skty hen practice sy apko acha experience milta hy Jo zarori hy forex me earning k leay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

                    Forex ko achy tarha se learn karna aur is ki knowledge hasil karna dono he bohat ziyada zaroori ha agar apke pas forex ki knowledge nahi ha to apko forex me bohat mushkil hogy aur agar ap ne forex ko achy tarha se learn nahi kie to bhi apko forex me nakaami ka samna karna pare ga is liyr mehnat kare aur forex ko learn aur is ki knowledge gain kare
                    SUMIYA TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aaqilg پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum dear friends kya hal hi friends main aap Logon ko yah batana chahta hun k forex business mein learning aur knowledge donon Ka Hona bahut jaruri hai naalige hoga to learning hogi knowledge ke bagair learning Nahin ho sakti aur jab learning hogi to experience hasil Hoga jis se acchaa bonus milega
                      Ek new trader ke liye learning Jyada important Hota Hai Iski main reason yah hai ki new traders ke pass Se Jab learning Nahin Karenge to unke pass hun knowledge kahan se Aaegi new trader ke liye learning karna Jyada important hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

                        ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam karte hain aur ham ismein mehnat Nahin Karenge To Hamen knowledge kahan se Milega isiliye Hamen chahie hota hai ki Hamen Pakistan product mein bahut hi jyada mehnat Karke kam karna hota hai FIR Hamen bahut Achcha knowledge bhi Milta Hai thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

                          Dear brother learning aur knowledge 2 alag alag chezain nai hain, ap ko pata hona chaheya kah trading k knowledge hasel karnay ko hi forex trading main learning kehtay hain aur jo traders learning kar letay hain woh market main survive kar saktay hain aur achi earning kar saktay hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Mein learning zaruri hai ya knowledge??

                            Good Afternoon Friends
                            Hamare pass knowledge learning se hi mil skata hain aor apko is mein profit chhye to apko is mein learn karna chaiye learning earning ka bahtren zariya hain ham ko is mein aj learning kar na hota hain aur kal ham is meine earning kar te hain is mein mehnat karna chaiye aur apne senior ko follow karna chaiye is mein ahm ko learning karna chaiye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X