Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy
    Asslam o alikum dear senior forex member i hope respectable people in the forex business and other business are hardworker and struggling people. Lazy people have no respect in the business. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy

    GHan Apki Baat theek Hai Jo bhi kamyab Log Hote hai n dosre log un ki bhot zyada izzat karte hain forex main logon ko bhot izzat di jati hai jo expert hote hain jo mehnati hoye hain agar ap kuch ban kar dekhana chahte hain to forex ap ko is ka zror faida de ga.
    • #3 Collapse

      Re: Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy

      har banda sarif oshi ki respect krta ha hai jo acha kam krta hum se senior hota hai hume is main daily experince ur menat k sath kam krna chaiye jitna zada hum is amin work krein gey utni hi jaldi hum is main kameyab be ho sakte hein
      • #4 Collapse

        Re: Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy

        Dear ap ne dekha hai k ais dunia mai jo bhi mehnat karta hai aus ko hi kamyabi milti hai agar hum ais business mai bhi dekhy to ais mai kamyab wohi hota hai jo ais mai mehnat karta hai agara ap ais market mai mehnat karty hai aor ais mai acha kaam karty hai to apko ais mai kamyabi ho gi jo log ais mai time waste karty hai aun ko ais mai loss hota hai ais liay ais mai kaam sekh k start kary.
        • #5 Collapse

          Re: Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy

          g ahn jo log mhnat kerty hain whe log dunya men achy nam k sath jany jaty hain kun k mhnat kery walon k Allah tala pasand fermaty hain.isliye k mhnat krio laikin achy treeqy sy halal kaily kmao.aor jo mhnat sy acha nam kma leta hai to log bhi is k izat kerty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy

            G bilkul ap ny bilkul thk farmaya hay k forex myn jo struggle krta hy recpect bhi usi ki hoti hy or usay hi acha bounus milta hy is lye humayn chahye k hum zeyada say zeyada mahnat kr k un myn shamil ho jayn jin ki recpect hoti hy or ya koi mushki kaam nhi hy bht aasan hy sirf struggle ki zarorat hy.
            • #7 Collapse

              Re: Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy

              Assalamu Alaikum ji mere dost aapane bilkul theek hai jo Insan bahut mehnat karta hai hi to society mein uski Ek pahchan Aur Ek Izat hoti hai aur jo shak lazy hoga usse zyada log Milana Pasand Nahin Karte aur Hamen chahie ke Forex trading ke sab members Ek dusre ki Izzat Karen aur jo lazy type Ke Hain unko bhi kamyab Banane Mein Apna kirdar Ada Karen
              • #8 Collapse

                Re: Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy

                Bhai jan humko is mein respect se kaam karna chahye aur is mein humko business main struggle se kaam karna chahye humko is main struggle se kaam karna chahye humko is main struggle se kam nahi karna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy

                  ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Forex trading mein agar Ham kam Karte Hain To Hamen ismein respect Karni chahie is Forex trading ki aur Hamen chahie hai ki Hamen ismein Kamyab hone Ki Har Mumkin koshish karen Kyunki is Forex trading Main Koi Aisa Insan Nahin Jo nakam Hota Hai mehnat ke bagair Agar Jo for exchanging Mein Kamyab hona hai To Hamen ismein mehnat bahut jyada karna hoga Kyunki Forex trading Mein 90 log hi Kamyab Hote Hain
                  PAK ARMY ZINDA ABAD
                  • #10 Collapse

                    Re: Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy

                    forex ka business wagra ma ham log agr chata ha ka ham logo ki sab respect karya tro is ka liya ham logo ko senipor trader bana ho ga aurs is ka liya ham logo ko zada sa zada mehnat kar ka forex par khmayab hona hoga aur is ka bara ma xzada sa zada learning karni ho gi tab hi jaya kar baqi trader ham logo koi respect wagra kar sakhta ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Business me respect hamesha struggle krni wali ki hoti hy na ki lazy

                      g bilkul sahi baat ha business ma respect humesha struggle kerne wale ki hoti ha lazy ki nhi kyun ke lazy humesha apna hi nuksan kerte hen wo sari life nakami ma guzar dete hen jo log struggle kerte hen mehnat se her kam kerte hen humesha wohi kamyabi hasil ker sakte hen or respect bi un ko milti ha or kamyabi ka her rasta un ke liye khul jata ha is liye lazy na bane mehnat kerne wale bane

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X