Risk management
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk management
    Agar Mini trading account, micro trading account aur cent trading account me trading ka expernice ho jaye to traders key ley risk management karna bahot hi asaan ho sakta hay,

    agar es type key accounts me trading ka experience na ho to traders key ley risk ka control karna bahot hi mushkil ho sakta hay traders key ley zarori hay key wo trading ki starting esy hi accounts se karen, big investment key bary me un ko es time tak nahi sochna chaye jab tak un ko esy trading accounts me trading ka experience na ho jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk management

    Forex Main Profit hasil Karne Ke Lye Risk Management Bhot Zroei hoti hai agar ap risk lian to kam se kam risk lene ki kosbish our agar ap ne big risk lene ki koshish ki to ap ko big loss ho sakta hai is lye ap ko is cheez se bach hai our loss se khud bakhud ap bach jai ge.
    • #3 Collapse

      Re: Risk management

      Assalamu allikum bhai jan ap ny bilkul thk farmaya hay k forex myn humayn bounus ko bchanay k lye risk management krna bht zarori hota hay yani humayn thread say phlay ya sochna chahye k myn jo ya thread lga rha hn is pr mujhay kitna loss ho sakta hy.
      • #4 Collapse

        Re: Risk management

        Assalamualaikum g janab ap ny bhat he achi bat ke hy risk management ap ko os waqat malanga jub apko profi achay malinga,islay zayadh posts karnae ke koshash kro or achay bhi ,or mehnat k sath y kro,
        • #5 Collapse

          Re: Risk management

          Aik kamyab trader ki nishani h k wo hamesha trade men risk and reward ka khayal rkhty Han k is trade men agar loss Huwa to kitna hoga and agar profit Huwa to itna hoga .
          • #6 Collapse

            Re: Risk management

            Dear ap ko pata hai k jitna bara account hota hai aus k hisab se hum ais market mai risk lety hai agar humry pass account chota ho ga to hum ko ais market mai risk kam lena chaye ais market mai agar ap ne dekha ho to hum ko ais market mai trade lagany k liay stop loss k pips count karny hoty hai aor aus k baad hi hum ko ais mai trade lagani hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Risk management

              G han brother ap thek kah rahay hain, agar koi trader small capital walay account par small lot size k sath trading ka experience hasel kar chuka hay aur us nay account ko secure rakh kar trading ka experience bi hasel keya hay to phr usay trading main kamyabi say koi nai rok sakta aisa trader phr big investment ko save rakh k asani k sath acha profit earn kar sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Risk management

                forex main hamy experience hasil kar ky kam karny ka risk lyna chahey per he hum market main run kar saky gy hamy risk management ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy market ky rules ko follow kar ky he kam karna chahey per he hum is main amount gain kar sakty hain yai koi fake business nahe hain yai aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Risk management

                  Jaisa ki aap Jante Hain Ki forex market bahut hi risky market hai aur Yahan per Agar aapke pass risk management skills ho to aap easily market ke Disco manage kar sakte hain aur Is Tarah aap apni investment ko bhi sev rakhkar Achcha profit earn kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk management

                    Risk management Kaise skill Hai Jis Ke Paas Hoti Hai vah market mein bahut hi accha successful trader ban jata hai to yah skill aapko Khud Apne Dar Paida Karni Hogi aapko market ke Disco maintain karna sikhana hoga Kaise is risk Mein Rahte Hue Achcha profit earn kar Saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk management

                      Gee han mujhay start main kuch nai pata tha mini micro cent and ecn account ka ek dafa aisa howa main mini account ko b cent jaisa account samjhnay laga jab udhar seb se choty lot par trading ki 10pips main hi mera high loss ho gya tha chota account tha 40$ ka main ne 3 trade ek sath open kar li thi bad main mujhay galty ko ahsas howa ab jab main new account main trade open karta ho pehlay demo par test kar laita ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk management

                        Aoa umeed hy ap sab thk hongy pakistan forex aik international trading platform hy juniors ki help krein aur seniors say help lain hamain chahy hm din raat mehnat say kam krein aur esa kam krein jisny forum mein pasand kia jai aur isky ilawa haamin cahhey k hm aik acha kam krein trading krty waqt haamin yeh khyal rkhna cahhey k hm market ki movement ko analyse krty rahain aur soch smjh k axhe trading krein aur hamain cahhey hm is forum mein barh charh kr hisa lain aur acha work krein
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk management

                          hamy experience hasil kar ky kam karny ka risk lyna chahey per he hum market main run kar saky gy hamy risk management ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy market ky rules ko follow kar ky he kam karna chahey per he hum is main amount gain kar sakty hain yai koi fake business nahe hain yai aik real business hain🤓🤓🤓

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X