<Your favorite Leading and Lagging indicators >
No announcement yet.

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mein nay tou ziyada tar yahi suna hai kay moving averages log matlab traders ziyada use kartay hain because us say market trend kay rates up ya down honay ka signal mil jata hai aor koi khas info nahi hai es kay about
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai ager koi iss bary mein detail mein bata day to dosray user ko bhi acha info mil jaye gii or hum bhi indicators ko use kar kay trade kar lain gay to humein khud bhi learning ki koshish karni chahiye.
      • #18 Collapse

        bhai jo logging ha wo signal too 50 plus wrong he dyta ha jab market move kar chuki hoti ha too jab wo signal dyta ha ma too moving average k bar ma khao ga agr ap achi moving average use kara ga too wo ap ko sae sa trading saka dya ge os k bd rsi macd ha y bi important hota ha
        • #19 Collapse

          technically moving average exact movement pr move krta hn wo hum pr hai k hum na kya line trend use ki hooi hai trading krna simple hai agr hum proper learning k sath start krna trend jna k baad pta krna k koi faida nhi agr hum ko us phla best entry point mil ja hai then or be acha hai
          • #20 Collapse

            bollinger band and moving average mujhe pasand hain aor main ne apne charts pe in ko draw kia hua hai moving average se mujhe trade k up ya down hone ka andaza hota hai aor bollinger band se resistance and support ko samajhne main help milti hai
            • #21 Collapse

              Mai tou es waqat forexmarket mai srif 2 indicators ko use krta ho ak RSI aur MA es waqat ya bohat achay indicators hai mai en koregular use kr rha ho tk kmery earning behatr ho sky.
              • #22 Collapse

                Gee mery bhai es waqat forex market mai bohat say indicators hai. jin ko hum use kr ky market ky trend ko maloom k satky hai likn es waqat bohat say trader RSi indictors ko use kr rhay hai. es ka result bhe acha hai.
                • #23 Collapse

                  hum jab trade karty haini to humai indicators ko use karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain indicators ka sai use karna ho ga humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga k loss km ho
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    dear mera tu favourit indicator hai stochistic or RSI.. ye donui mere achy indicators hein mujhy boht pasand hein ap ko is ki madad se acha entry point mil staka hai or ap in se market ky trend ko bhi verify ker skaty hein or ap earning ker skaty hein

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X