Currency pairs learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pairs learning
    Trading ki learning sab se pehly currency pairs se start karni chaye, currency pairs ko understand karna bahot hi easy hota hay aur market ko analysis karna be zeyda mushkil nahi hota, sab se pehly base currency aur quote currency ki learning karni chaye hamy commodities pairs me trading ka be experience hasil karna chaye magar sab se pehly currency pairs ko samjna zarori hota hay aur demo account ya real account me market ko samjny key ley currency pairs ki trading work karna zarori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency pairs learning

    Forex mn Hmy curncy ky bary pta hona chahy ky y Kis country ki curncy hy is sy hm us country ki muashi halat ka jaiza lay skty hn r unki pair ky weak r strong Hony ka andaza lga skty hn r trade kr skty hn Hmy circus pair ky bary mn learn krna chahy
    • #3 Collapse

      Re: Currency pairs learning

      Popular method aajkal aur ismein Hamen bahut kam amount charges bhi pay karna padte hain ya Gaus a money broker se acche wala broker hai aur ham Log Yahan per kam Karenge iski help se to Achcha hai aur yahan se Ham wadra bsni ke sath le lenge Hamen Ghar Baithe Vitran mobicash Se Mil sakti hai Forex ka business aajkal bahut jyada popular business hai yah Ek Kanki Ja kam bhi kar sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Currency pairs learning

        New traders ko currency pairs se start krna chahiye kionkeh inko understand krna boht easy hota hai currency mein experience bhi increase hota hai jb currency pairs mein boht acha profit mil jata hai tu commodities mein chance leny ki zarorat nahi kionkeh yeh boht risky hoty hein.
        • #5 Collapse

          Re: Currency pairs learning

          G Han thek kaha apny k sabsy pehly new or junior traders ko currencies par trading karni chaye ager wo start currencise par laingen to wo Acha profit bhi le sakte hain or trading ki practsie bhi kar sakte hain isliye hume chaye k hum ziada sy ziada currencies par trading karen
          • #6 Collapse

            Re: Currency pairs learning

            hum currency pair per trading karty hain hum is main soba sham yai rat main kese be wakt ka time table bana kar trading kar sakty hain hamy currency pair ky bary main information hasil kar ky kam karny ka risk lyna chahey per he hum market main pasa kama sakty hain forex hamre roze kamany ka aik acha or bahtreen zareya hain
            • #7 Collapse

              Re: Currency pairs learning

              forex aik acha business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky kise office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik legal business hain
              • #8 Collapse

                Re: Currency pairs learning

                forex aik international business hain hum is mai agar trading karna chatey hain to hamy learning ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time ya full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Currency pairs learning

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  Trading ki learning sab se pehly currency pairs se start karni chaye, currency pairs ko understand karna bahot hi easy hota hay aur market ko analysis karna be zeyda mushkil nahi hota, sab se pehly base currency aur quote currency ki learning karni chaye hamy commodities pairs me trading ka be experience hasil karna chaye magar sab se pehly currency pairs ko samjna zarori hota hay aur demo account ya real account me market ko samjny key ley currency pairs ki trading work karna zarori hay.
                  Assalamu Alaikum Forex trading business mein agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen Har Pyar ke bare mein acche tarike se information Hasil karna hoga Kyunki Jab Ham UN per trade Karte Hain To Hamen news ka bahut jaroori istemal karna hota hai jo ke pair ki Sahi information Sahi Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency pairs learning

                    forex aik acha business hain hum is mai pairs mai or currecny mai kam karty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik wasee business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisabt acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency pairs learning

                      Asalamu Alaikum . Yes its very important to know about currency pair . Currency pairs ko pehchana bhi zaruri hai like ek pair m kis kis country ki currency hai or pair m kon se currency base currency hai or kon se quote currency hai dono k beach m ddifference kya hai . Ye choti choti batye hoti hai but ye sub useful hoti hai .sub kush achy say learn kar k he achi trade karny m easy hota hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Currency pairs learning

                        Bhai phle tu hamain forex market k bary m pta hona chahye r currency ki exchange value ka idea ye sb ap demo account per practice kren tu sekh sakty hain r agr koii expert video YouTube se b concert kr sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X