forex mn sbar krna prta hy ya jaldbazi..????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex mn sbar krna prta hy ya jaldbazi..????

    Jitna ham log Apne kam per rakhte Hain utna kamyabi ke sath ham log chatting kar sakte hain sab log yah samajhte Hain Ki Forex ka kam bahut hi kam hai ham log Agar Iske samajhkar karte hain to ismein kamyabi bhi UN Logon Ko milati Hai Jo isko samajh per Karte Hain Jo Dete Hain join Nahin karte hain vah kabhi bhi yahan per kamyabi ke sath Adnan nahin kar sakte aur na hi market mein jyada time tak kar sakte hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex mn sbar krna prta hy ya jaldbazi..????

      ager hum ko acha profit hasal karna hay to ham ko saber say kam karna ho ga iss may bhat saber kizarorat hoti ha ager ha nay jaldbazi ki to hamara account wash ho sakta ha iss lya ham ko saber say kam karn cahya.
      • #18 Collapse

        Re: forex mn sbar krna prta hy ya jaldbazi..????

        Mere dost agar ap forex trading me kamiyab hona chahte ho aur is se achy earning karna chahte ho to apko sabar karna pare ha kiu ke agar ap jald bazi karo ge to ap se bohat se mistakes ho jaye gy aur agar ap trading me mistakes karo ge to apko hamesha loss hoga jaldy ka kaam hamesha loss deta ha is liye agar ap profit hasil karna chahte ho to sabar karo
        SUMIYA TRADING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: forex mn sbar krna prta hy ya jaldbazi..????

          Jiya is platform per Agar ham log Jyada Yad karna chahte hain To Hamen chahie ki Jyada Se Jyada knowledge per Dhyan Den Jitna Jyada Ham Apna Dhyan knowledge ki taraf Denge Hamen earning bhi yahan se knology Dega Kyunki Agar Ham knowledge hamare pass Nahin Rahega to hamare pass Kuchh Bhi Nahin rahega isliye Jyada kam knowledge Kho game karne ke liye de
          • #20 Collapse

            Re: forex mn sbar krna prta hy ya jaldbazi..????

            Dear forex main jald bazi ka matlab hai loss ea liy kabi b jald bazi ka muzahira na karin blky sabr karin our markeet ko chack karin ky app jo karny ja rahy wo sahi b hai ky nhi jab app ko tasli ho jay tu he apni trade karin phir he app ke trade achi ho sakti hai jis sy apl ko profit mil sakta hai es liy kabi b jald bazi na karin
            • #21 Collapse

              Re: forex mn sbar krna prta hy ya jaldbazi..????

              Gee haan forex mein kaam krna ka Lia sabar krna bohat zurori hai sabar say kaam krtay hai tu aap ko àchi trading Kar saktay hai jaldbazi mein Jo kaam krtay hai Aap ko loss bi ho jata hai loss say bachna hai tu aap ki sabar say kaam Kar ka acha bonas hasil kro
              • #22 Collapse

                Re: forex mn sbar krna prta hy ya jaldbazi..????

                g nhi forex ma jaldbazi bilkul achi nhi hoti bulke sabar se kam lena perta ha kyun ke trading ka kam jaldbazi se nhi hota bulke sabar or sakoon se hota ha jaldbazi ma trading kabi na keren kyun ke ager ap jaldbazi ma trade open keren ge to nuksan ho ga is liye humesha soch samej ker sabar se trading keren jaldbazi ma ap apna nuksan hi kerte hen soch samej ker tradfing keren ge to kamyab ho ge
                • #23 Collapse

                  Re: forex mn sbar krna prta hy ya jaldbazi..????

                  good morning bhaijaan forex for main vate karna aur sabar karna padta hai agar jameen per intezar karta hai aur sabar karta hai vah jaldi kamyab ho jata hai jald bhabhi se hamesha nuksan hi hota hai vah forex business oa any work ko ismein loss hota hai isliye jaldbaji aur lala ko control Kare tabhi is bitrate mein success milegi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: forex mn sbar krna prta hy ya jaldbazi..????

                    dear friends forex main kabhi bhi jad bazi karny say ap iss main success nahi ho sakty hain ap ko pehly iss main experience hasil karna parta hai iss lea hm ko pehly leanr karna chaheay phir he earn kart sakty hain forex aik big international market main jiss main dunia ka sab sy ziaada business hota hai itni big market main ap ko knowledge k bgair success nahi mil sakti.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X