<what are you thinking forex is easy for you ya hard >

No announcement yet.
`

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes my dear its not so hard, forex is very easy and simple way to earning bs practice aur experience hona chahye aur agr pactice krain gy tu experience ho ga aur experience hoga tu ap ko asani hogi forex use krny m
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      exactly dear you are 100% right. agar hum is par acha or dehan say kaam karen or acha learn karen or achya experience ho hmare paas to hum is par easily earning kar saktay hain. is tarha say forex pr kam krna mushkil ni ho ga
      • #18 Collapse

        Forex trading business meri nazar mein or jo ab tak experience hasil kera hai us k mutabik Forex trading business bohat easy nai hai or na bohat hard hai or yeh agar good knowledge gain ho jaye or sath mein learning or practice hoti rahe to Forex trading easy ban sakti hai per time lage ga is mein.
        • #19 Collapse

          yes in my personal views forex trading is easy business for me because i have learned forex trading to an extent and now i know how to analyze the forex market and how to trade according to the latest trend of the market
          • #20 Collapse

            easy hai work aur effort tu karni parti hia and forex aik great source hia money make karnay ky liye aur forex sy other koi aisa business nai hai jo legal is tarah ka ho aur is tarah ka business ap ko nai miley ga forex mein is liye yehi legal business hai aur aap is mein achi money earn kar saktay ho.
            • #21 Collapse

              forex itna easy bhi nahi hey aur hard bhi nahi and forex young girls kay liye bhi hay forex ko everybody join kar saktay hay aur agr aap aik success trader banna chatay hay tu forex ko achi tarha say learn karay takay aap forex say achi earning kar layn mein chata hon kay forex mein aik acha trader ban jaon aur good profit make kar lun .
              • #22 Collapse

                mere bhi forex ki trading sirf us k liye he bets ha jo forex par trading ka zayda experience rakhta ho or jis k pass forexki trading k bara ma zayda knowledge ho wo he forex par success hasil kr sakta ha is liye proper training bhot zarori ha
                • #23 Collapse

                  mery khayal mein to agar ap mehnat karien gay jitni ziada practice karien gay jis say knowledge hasil karien gay ap ko easy lagy gi lekin agar ap mehnat nhi karien gay aur learn nhi karien gay to ap ko mushkil lagy gi
                  • #24 Collapse

                    bahi jan mera khayal ha kay forex trading ak asan kam ha ager ap forextrading ko samag kar our sahi hikmat e emli bana kar trade karean to ap ko is say bohat zayda faida ho sakta ha our ap acha profit hasil kar saktey hean
                    • #25 Collapse

                      bhai jan ap shuru main jo bhi kam srart kaert hain woh ap ko thora mushkil lagta hy likin wqt guzerny k sath sath ap us main expert ho jaty hain isi tarah forex markit bhi ap ko wqt k sath sath asan lagny lgti hy
                      • #26 Collapse

                        yeah ap theek keh raye ho bhai agr hmary pas knowledge and practice or experience bh hai toa hum acchay say is business ko manage kr sakty hain.but it takes time to get grip on that to become a good trader
                        • #27 Collapse

                          yes brother you are right ap ne bilkal thek kaha agar hamrii practice hai or knowlege hai to ap asani se earn kar sakte hain ap ka knowlege ziada ho ga ap ache rading kar sakain gay loss ka samna bht kam karna paray ga is se ap ache trader ban jayn gay ap ko chahye k ap bus learning ache karain
                          • #28 Collapse

                            forex mere bas ki baat he nahi tha bhai jan jab mene is ko joining di thi ab yeh asaan hone laga hai is ko mene 3 months se seekh rha hon or still is me learning kar rha hon me is ko bas deeply learn kar ke he me is me agey barh sakta hon yahi maan kar is ki me daily practice krta rehta hon .
                            • #29 Collapse

                              jee janaab har kaam starting mein mushkill hee lagta hai lekin aahista aahista jab aap seekh jaatay hain kaam ko samajh jaatay hain aap ko experience hota jaata hai to aap ko forex easy lagnay lag jaati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                i think when you get complete knowledge as well as skills about forex markeet then you will feel it easy nor hard,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X