Monthly us employment rate !!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Monthly us employment rate !!!
    Assam Alaikum Ya post main UN members ke liye Ki Hai Jo Forex trading co newly join kar rahe hain UN sab ke liye yah Janna bahut jyada Jaruri Hota Hai ke Forex ki kaun si news market per Ek Bada effect Karti Hai Jaisa ke post title Hai monthly USA employment yah news month ke first Friday ya FIR second Friday ko release hoti hai aur iski vajah se market Mein Kafi Jyada movement hoti hai junior members acche se isko Apne mind mein rakh le Agar vah yah news Dekhen to careful Ho Jaaye trade karne ke liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Monthly us employment rate !!!

    Aapane bahut hi informative post Lagai hai aur bataya hi nahin Hun Main Usko Ke Jo news Aati Hai woh Kis Tarah Se is business per effect Karti Hai ISI Tarah Ki informative post Lagani chahie
    • #3 Collapse

      Re: Monthly us employment rate !!!

      G Han apny new members k liye achi information share ki hai jis sy bhot sy New traders achi information hasil kar sakte hain or is jesi posts sabko share karni chaye taa k har koi is sy achi eduaction hasil kar saken.
      • #4 Collapse

        Re: Monthly us employment rate !!!

        bhai jan monthly employemnt rate k that ap andaza lga saklty hain k markete ny kitna up ja sakti hai is liye hamen chye k ham jo bhi employement ki news ayen to uskaily hamen chye k ham waiot kren aor soch smjh ker trade kren.ager ham soch smjh ker trade lgyen gy to hamen acha profit dy jye g.
        • #5 Collapse

          Re: Monthly us employment rate !!!

          walaikum salam ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam Karte Hain To Hamen chahie ki Hamen ismein Har Waqt news ko read Karte Rahana chahie Kyunki Jab market Mein Koi news hoti hai to market ki movement bahut hi jyada hoti hai aur use movement Mein Hamen bahut Achcha aur Jyada profit bhi mil sakta hai thanks
          • #6 Collapse

            Re: Monthly us employment rate !!!

            G han brother ap ki bat thek hay, forex market say related jab bi koi big news release hoti hay us wakt market ki movement bahut zayada fast ho jati hay aur jo traders news ko ignore kar k trades open kar chukay hotay hain un ko loss ho jata hay esleay har trader trading main news ko importance deni chaheay.
            • #7 Collapse

              Re: Monthly us employment rate !!!

              g bhai jaan achi or bhaot informative post share ki hai is trha ki post share krny sy ham sab member aik dosry sy bhaot acha sekh skty
              Achy Threads py thanks tu banta hai na
              • #8 Collapse

                Re: Monthly us employment rate !!!

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
                Assam Alaikum Ya post main UN members ke liye Ki Hai Jo Forex trading co newly join kar rahe hain UN sab ke liye yah Janna bahut jyada Jaruri Hota Hai ke Forex ki kaun si news market per Ek Bada effect Karti Hai Jaisa ke post title Hai monthly USA employment yah news month ke first Friday ya FIR second Friday ko release hoti hai aur iski vajah se market Mein Kafi Jyada movement hoti hai junior members acche se isko Apne mind mein rakh le Agar vah yah news Dekhen to careful Ho Jaaye trade karne ke liye
                Walekum assalam aapki post bahut acchi hai mujhe to Abhi Tak yah Nahin Pata Tha ki market per news ke effect bhi Hote Hain aapane Jo post Ki Hai Mujhe Kafi acchi lagi hai agar aap Baki news ke bare mein bhi bataenge to Jyada Achcha hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Monthly us employment rate !!!

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
                  Assam Alaikum Ya post main UN members ke liye Ki Hai Jo Forex trading co newly join kar rahe hain UN sab ke liye yah Janna bahut jyada Jaruri Hota Hai ke Forex ki kaun si news market per Ek Bada effect Karti Hai Jaisa ke post title Hai monthly USA employment yah news month ke first Friday ya FIR second Friday ko release hoti hai aur iski vajah se market Mein Kafi Jyada movement hoti hai junior members acche se isko Apne mind mein rakh le Agar vah yah news Dekhen to careful Ho Jaaye trade karne ke liye
                  Walaikum assalam Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Hamen Forex trading business Mein kamyabi Hasil karni hai aur Agar Ham news ki base per apni trade ko open Karte Hain To yah Pata Hona chahie kaun si news kis pair pair effect karti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Monthly us employment rate !!!

                    hello friends aapane bilkul theek kaha hai agar Ham monthly employment rate ko use karte hain to isase achcha profit mil sakta hai kyunki yah bhi news impact hai aur aur fundamental ke sath achi trade ho sakti hai daily plan fundamental news ko plan banakar Tait karne se hi profit achcha hota hai aur kamyabi milati hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X