Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai
    Forex mein aaj bhi achi movement dekhnay ko milay gi aur agar aap mein sae koi signals use kerta hai tou woh aaj signals per trade ker saktay hain aur uss sae aap ko trading mein acha profit ho sakta hai tou aap ko yeh mauqa zaya nahin kerna chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے

    Assalamu Alaikum Mere Khyal Mein Hamen signal separate nahin karna chahie balki Apne trade ko open karne ke liye Agar Ham Apne signal Khud Hi banaa le To Jyada Achcha hoga Kyunki Agar Ham apne aap ko force Karenge Forex trading ka Achcha knowledge experience Hasil karne ke liye tab hi Ham Ek expert trader Ban Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

      Dear mai signals ka bohot mukahlaf hon mai signals kisi s lata nahi khud koshis krta hon ka signals ko generate kia jaya is lia agr mai ya kahta hon agr ap ka pass knowledge hai tu ap signals pr trade kr sakta hain or achi earning kr sakta hain is lia signals pr lazmi trade krni chaya
      • #4 Collapse

        Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

        Signals per hi Hamen trade Karni chahie Aise Hamen trade Nahin Karni chahie Agar Ham Is Tarah Se Laga Denge to ho sakta hai ki aisi Surat Mein Hamen nuksan ho jaaye
        • #5 Collapse

          Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

          bhai hum daily singnal py trade open kr sakte hein agr hum is main menat k sath kam krein gey tu phr hum is main asani e is ka experince and knowledge hasil kr sakte hein
          • #6 Collapse

            Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

            G haan baai forex trading may buhut say members signals par trading karthay hay lekin wo signal jo free may aap ko milthay hay tho os may aksar ghallath hothay hay our is k elawa kuch paid signals hothay hay jis ko aap nay khareedna hotha hay agar wo mil jaaye tho os say acha faida mil sakhtha hay.
            • #7 Collapse

              Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

              G han friends, kal bahut hi high impact news release hwi thi aur esi waja say market ki movement aj kafi fast hay aur aisi news ka bahut deno tak market par affect rehta hay esleay ham trading kar k acha profit earn kar saktay hain q kah market achi movement show kar rahi hay.
              • #8 Collapse

                Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

                ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex trading karna chahte hain To Hamen signal per trading bilkul bhi nahin karna chahie Agar Ham signal per trading Karenge To Hamen kabhi bhi ismein kamyabi nahin Milegi aur Hamen Apna experience of knowledge Kabhi Nahin milega isiliye Hamen Apna knowledge istemal karna chahie thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

                  ASsalamu ALaikum my dear friend g han kal rat jo news aye hae us ke waja se gold weak ho gya hae or USD strong ho gy hae to is liye aj ke din signals par trade ap open kar sakte hain jo ke kafi moasir hon gy or apko acha profit bhe de jaen ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

                    g bhai aapki baat sahee he k signals par tade ki movement ho skti he is liye hamain signals ko follow bhi karna chahiye . q k signals ka buhat zyada impact hotaa he . hamain buhat zyada carefull hona chahiye . is liye hamain apne aap ko positive rakhna chahiye forex main tab hi hamain kaamyaabi mil skti he forex main warna kaamyaabi mumkin nae ......
                    • #11 Collapse

                      Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                      Forex mein aaj bhi achi movement dekhnay ko milay gi aur agar aap mein sae koi signals use kerta hai tou woh aaj signals per trade ker saktay hain aur uss sae aap ko trading mein acha profit ho sakta hai tou aap ko yeh mauqa zaya nahin kerna chahyea
                      Assam Alaikum Mere Khyal Mein Hamen Kisi senior member ke Agar signals acche lag rahe ho to UN per trade karne mein koi problem Nahin Hogi isliye aap to pahle acche se trader ko select kar len Jiska result Kamyab jyada ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

                        wesy tu singlnes ko use karna b risk hain singles ko kabi b follwo nhe karna chahaiye khud learning ki hain tu best hain k har trader khud merket ko analysis kare merket ko analysis kar k forex trading mian entry karta hain tu kuch proft hasil hota hain singles py kabi b depand nhe hona chahaiye sinles follwo karne sya behhat hain k merket ko khud learn kare merket ko smajhy hard work kare tu pher tab he acha profit hasil hoga ..................
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Aaj kay din signals per trade ki ja sakti hai

                          brother pata nai signal aap kahan se laite ho baat to thik hai main b start main forex signal se hi karta tha q k mujhay forex ka zaida kuch b nai pata tha yeh b nai pata tha k market up jay gi ya down is liay main signal par guzara karta tha q k mujhay paisay hi boht need hoty thi main akela rehta ho seb kuch khud karna parta hai jo jo waqat guzarta gya forex ki samjh aaty gi signal se jan chot gi ab apnay brain se trading karta ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X