Pairs ki tadad?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pairs ki tadad?
    Dears akser traders kehty haen k pair aik hona chaye laikn mein kehta hoon k aik pair loss ka sabab bhi bn sakta ha wo es trha k jb ap ko aik pair pe trade ni milti tu ap us pe zabardasti trade lagany k koshish krty ho Jo k ghalt sabit ho jati ha laikn agr ap k pass ziada pairs hoon ge tu ap ko kisi na kisi pair pe achi trade mil jaye ge. Es liye pair itny rakhaen jin se ap ko ziada trades mil sakaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pairs ki tadad?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے

    Assalamu Alaikum aapane Forex trading co newly join kiya hai isliye main aapko Bata deta hun ke Forex trading business Mein pair ki tadad bahut jyada hai jitni countries Hain UN Sab ke currencies trading ke liye available Hote Hain aur ismein digital currency Bitcoin litecoin metal aur Koyal aur Bahut Si companies kaise bhi Hote Hain
    • #3 Collapse

      Re: Pairs ki tadad?

      Han g thek kaha apny k hume aik pair par he rely nahi karna chaye balkay 2 sy 3 pairs hamesha practsie main rakhne chaye istrah ager aik pair main koi khas movement nahi hoti to dusre pair main hum trade laga sakte hain taa k hume acha profit ho or hum ziyada experince bhi hasil kar saken.
      • #4 Collapse

        Re: Pairs ki tadad?

        sir agar hum forex mien trading kerty hien tu hum ko pata ho ga k as mien pairs ki tadad bhut zayada hai as lye hum ko as mien aa ker her bar un pair per trading karna hota hai jin ka hum ko experience hai agar hum as mien sirf chand pairs per kam kerty hien tu hum as mien aa ker success hasil ker sakty hien.
        • #5 Collapse

          Re: Pairs ki tadad?

          Pairs ki tadad ke bare mein aapane poochha hai hi ismein Gold per bhi Ham trade kar sakti hai koi per bhi kar sakte hain silver per bhi kar sakte hain petrol per bhi kar sakte hain aur currency per bhi kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Pairs ki tadad?

            ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam karte hain aur Market Mein acchi trading karna chahte hain to pair To bahut hi hote hain lekin Hamen Ek pair ke bare mein knowledge Hasil karna chahie aur use bare mein agar Hamen Achcha knowledge Milta Hai To Hamen acchi trading bhi Milegi thanks
            • #7 Collapse

              Re: Pairs ki tadad?

              forex mai pairs unlimted hain famous pairs mai sy gold oil or crude oil achy pairs hain hamy is mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee business hain hamy ache learning gain kar ky mahnet sy kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex mai hum out off cost account bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Pairs ki tadad?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                Dears akser traders kehty haen k pair aik hona chaye laikn mein kehta hoon k aik pair loss ka sabab bhi bn sakta ha wo es trha k jb ap ko aik pair pe trade ni milti tu ap us pe zabardasti trade lagany k koshish krty ho Jo k ghalt sabit ho jati ha laikn agr ap k pass ziada pairs hoon ge tu ap ko kisi na kisi pair pe achi trade mil jaye ge. Es liye pair itny rakhaen jin se ap ko ziada trades mil sakaen.
                Assam Alaikum Forex trading business Mein Ham Jin pears per trade kar sakte hain Unki quantity bahut jyada hai hi hai isliye main share nahin kar rahi hi aap apne metatrader 4 ki application ko open Karen aur Jahan per Plus ka Nishan Hai vahan click karen to aapko Sab pair Se Mil jaenge
                • #9 Collapse

                  Re: Pairs ki tadad?

                  Vaise Logon Ko Antar Hai ummid hoti hai kya macha kam kar rahe hain Hamen Apne lover ko Achcha kam Karte jaen Taki Sab Ko Lage ki Ham Achcha kam kar rahe hain Ek Jaruri Baat hoti hai ki Hamen Yahan Par apni mistakes ko Kabu Mein Rakhna chahie Hamen Jyada Se Jyada nuksan ki taraf Nahin Jana chahie mistakes ko repeat nahin karna chahie information Jaan Se Bhi mile
                  • #10 Collapse

                    Re: Pairs ki tadad?

                    pairs mai hum live kam karty hain hum kam kar ky accha bonus earn kar sakty hain forex aik wasee busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain jis jmai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zariorat nahi hote forex aik wasee business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain yai aik acha busienss hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Pairs ki tadad?

                      Asalamu Alaikum i am totally agree with you . Ek pair par he trade karna ?? Samhj say bahir hai . Jab forex khud ap ko itni currencies pair day rahy hain to kiyo srif ek pair ko lay kar bethna kabi kabi asa bhi hota hai k trade kisi pair par kafi kafi time tak ni milti to kya wo log trade kary hee nahi . Ye bhut he wrong concept hain jis ka bhi hoga . We have lots of choice

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X