Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata
    Assalamu Alaikum my dear friends forex aik sensitive or risky business hae is main har business ke tarah profit ke sath sath loss bhe lazmi hota hae lakin aik am or new trader loss se ghabra jata hae or tension main a jata hae halanke use esa nhe karna cahiye or use pata hona cahiye ke forex aik esa business hae jis main hum apna loss recover be kar sakte hain or aik kamyab trader hamesha pehle apna loss recover karta hae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

    g haaan bilkul loss sy ghabraanna nhi chahea balky loss sy insan sekhta hy aur loss sy mistakes sy ex[erience hota hy is lia hmain sekhna chahea learn krna chahea aur kamyab trader kabi bhi ghabrata nhi hy..
    • #3 Collapse

      Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

      Ek new trader loss sey darr jata hey q k wo jusy yaha profit akatha karny k liay ata hey or jabi usko loss ka samna karna parta hey to wo darr jata hey hala k aisa nahi hona chaheay loss prifit sath sath chalty hen apna exprience zada kro ap jitna zada experience hoga utna ap loss s door jaty jao gy or loss ki ratio kam hoti jaygi.
      • #4 Collapse

        Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

        Good Morning Friends
        Ham jab is main mehnta karte hain aur is maina iak kamyab trade bate hain aur hamne is main loss hota hain to ghabrana nahi chahye aur hamen is main loss hoto tension nahi lena chahye aur is main loss aur profit trading ka hisa hai aur ham amyab ho skate hain
        • #5 Collapse

          Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

          G han brother ek kamyab aur expert trader kabi bi loss say nai ghabtara aur loss anay par relax rehta hay esleay q kah woh janta hay kah relax reh kar hi woh kamyab ho sakta hay aur apna loss recover kar sakta hay but agar woh us nay koi jald bazi ki ya emotional hwa to us ka loss double ho jaay ga.
          • #6 Collapse

            Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

            Bilkul Bhai forex me kamyaab trader hamesha mehant sy kaam krta hy chahy loss ho ya profit jjsy is baat ki samjh AA jaati hy k forex me loss aur profit iska hisa hen to ham aagy barhty hen Forex me kamyaabi ka wahid rasta is me kaam krny waly trader ka patience hy jitna zada ap emotional ho k trading kren gay apko hamesha profit mily GA is leay koshish kren mehant sy kaam kren aur apna experience barhaaty jaaen aur ghabrana nahi hy chahy loss ho Jay q k is sy apka moral down hoga aur ap loss me jaaty rahen gay
            • #7 Collapse

              Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

              Aik kamyab trader kabhi bhi apnay loss se nahi ghabrata es mein koi shak nahi kamyabi k liye zaruri hai k ap mein bardasht honi chahiye or ap hoslay se har chez ka muqabila Karen ta k apko loss se koi farq na paray or ap achi tarha se esay recover Karen or es ko pro mein tabdeel karen
              • #8 Collapse

                Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

                bilkul sai kaha ap ny aek kamyab trader kbhi bhi apny loss sy nai gabhrata kyun k forex trading business main profit or loss dono hain or aek kamyab trader hamesha pany loss sy kucn na kuch sikhta hy apni mistakes ko note kr k next trade main in mistakes ko ignore kr k apny loss ko easily recover kr leta hy or ye aek kamyab trader ki nishani hoti hy k wo apni mistakes ko accept kr leta hy or un mistakes ki waja sy hony waly loss ko recover krna bhi janta hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

                  ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai jo achcha tracter hota hai vah ismein kabhi bhi loss nahin karta aur lost se ghabrate abhi Nahin Hai To aapko chahie aap bhi ismein ghabrane nahin aur himmat karke samay trading courage itna jyada himmat karoge utna hi jyada aap ko paida hota hai aur aap utna hi jyada profit Kama sakte ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

                    assalam walekum Pyare bhaiyon ummid karta hun aap sab theek Honge Main Itna Kahana chahta hun ki bhai ne bilkul sahi kaha hai ki ek Kamyab trader loss Se Kabhi Nahin ghabrata aur Junior logon ko bhi ghabrana nahin chahie Kyunki lost Se Hi Insan kuch seekhta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum my dear friends forex aik sensitive or risky business hae is main har business ke tarah profit ke sath sath loss bhe lazmi hota hae lakin aik am or new trader loss se ghabra jata hae or tension main a jata hae halanke use esa nhe karna cahiye or use pata hona cahiye ke forex aik esa business hae jis main hum apna loss recover be kar sakte hain or aik kamyab trader hamesha pehle apna loss recover karta hae
                      Walaikum assalam Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Hamen Ek successful trader banna hai to loss Ho Jaane Ki Surat Mein tension mein nahin aana chahie balki use recover karne ke liye planning Karni chahie aur jab aap apne dost ko recover kar lenge to samjhe aap ek successful trader Ban chuke hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

                        Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki ek Kamyab trailer kabhi bhi lost se nahin Ghabrata Kyunki use Pata hota hai ki profit aur loss business ka hissa hote hain isliye Agar loss Ho Jaaye To Hamen upset Nahin Hona chahie Agar Ham uoset Honge To Ham ismein kabhi bhi successful Nahin Honge
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

                          Hamen ismein acche se kam karna chahie Hamen ismein loss se nahin ghabrana chahie Kyunki loss aur process Forex trading ka hissa hai jo ismein Se Darta Hai Aur vah bhi nahin Karte Hain Aurum Forex trading man trade Karte Hain To Hamen ismein loss Se Nahin Darna chahie loss aur profit trading ka hissa hai isiliye Hamen trade Karne Se Nahin Darna chahie Ham ismein kam yah bol sakte hain aur ismein Se Jyada Se Jyada nahin kar sakte hain
                          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                          :1f4af:
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

                            g bilkul loss say nahi ghabrana chahye q k loss bhi aik pehlu hay hamain himmat rakhni chahye aor kabhi bhi himmat nahi harni chahye. jitna zada hum is par hard work karen gay hamian utna hi zada profit ho ga aor kamyabi mily gi so hamian learn karty rehna chahye aor kabhi bhi learning ko nahi choarna chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik kamyab trader kabhe bhe loss se nhe ghabrata

                              ji han bhai jaan aapki baat bilkul sahi hai ki ek Kamyab trader Ki Yahi Nishani Hai Ki vah kabhi bhi Laut se nahin Ghabrata Dal Ke vah Sabar se kam leta hai aur apne Lash ko recover Karke usse ulta post hai chal kar leta hai Kyunki Sabar Ka Phal Meetha hota hai thank you
                              :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X