mehnat warna zehmat ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat warna zehmat ..
    bhai apko chaiye k aapn mehnat karo . agar aap mehnat nae karoge to aap k liye zehmat hi hogaa . agar kaamyaaabi chahte ho to mehnat zaruri karni apraigi . warna kaamyaabi nae milegi..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat warna zehmat ..

    Good Morning Friends
    Ham ko is main mehnat karna chahye mehnat main azmat hai humko forex mein zada mehnat se hi is mein kam karna parta hain auir forex mein earning karna bohat hi zroori hota hain aur humko is mein zada greed nahi karna chahye aaur mehnat jk begair success nahi ho skate hain success hasil karni hain aur earning mill sakta hain
    • #3 Collapse

      Re: mehnat warna zehmat ..

      Jee bilkul theek kaha hay ap ha ka mahnet k bagher kuch b hasil nai hota hay or forex main to kamiyab he who hota hay jp mahnet kerta hay q k forex main eik assa business hay jis main.ap ko bahot time dana perta or is time main.b ap lo.mahnet ker k he ya business samajh aata hay or hum.is main asani.say kaam ker saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: mehnat warna zehmat ..

        g gaer mhnat nh kren gy short cut ameer banny ki try kren gy to hamry sath aisa he ho ga k ham mushkil men chaly jaty jain gy.ager ham mushkil sy nikalna chaty hain to hamen chye k ham tora apny apko mhnat krny per mjboor kren aor is k illawa ager ham mhnat kren gy to ham kuch kerny k qabil ho jain gy.
        • #5 Collapse

          Re: mehnat warna zehmat ..

          Dear friend Forex trading business mein agar Kamyab Hona Chahte Hain To mehnat Karen mehnat Karke apni learning ko strong Banane jitni Jyada aur ki learning strong hoti Jayegi utna hi forex market Mein Behtar kam kar Sakenge..
          • #6 Collapse

            Re: mehnat warna zehmat ..

            Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen daily ke daily baat karna chahie Kyunki Agar Ham mehnat Karenge tab jakar Kamyab Honge Agar mehnat Nahin Karenge to vah hamare liye zehmat saabit Hoga aur ham na kam ho Jaenge Apne maksad mein aur Hamara maksad yahi hai ki Ham aur ek Samay Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen experience Hasil Karen aur ismein expert ban jaen
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: mehnat warna zehmat ..

              Mehnat karni padegi Agar Ham Apna Har kam Soch Samajh Ke aur mehnat se Karenge To Hamen fayda Hai otherwise is business Mein Hamara kam karna mehnat Nahin rahamat hi hoga
              • #8 Collapse

                Re: mehnat warna zehmat ..

                Bhai jaan humko is mein mehnat se kaam karna chahye warna humko is mein zehmat hoga aur humko is mein mehnat karte rahna chahiye aur hum ko har post mein mehnat se likhna chhaye
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat warna zehmat ..

                  Forex trading start kariny walo ko forex ko asan samjh kar kam start nai karna chaiye. new starters ko yeh zaroor mind mai rakhna chaiye ke forex trading kisi trah say asan nai hai aur ager iss mai mehnat say kaam Karin gaay tu phir he kuch hasil ho ga warna trading ko joion karna zahmat ban jiyega.
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat warna zehmat ..

                    g bilkul ager ap forex ma mehnat nhi keren ge to zehmat ho gi kyun ke mehnat ke bagair koi kaam kamyab nhi ho sakta ager ap mehnat nhi keren ge to kamyabi kese mile gi mehnat ker ke hi insan kamyabi hsasil ker sakta ha forex ma ap jitni zyada mehnat se kaam keren ge utnbi zyada earning keren ge is liye humesha mehnat ko apni zindagi ka maqsad bana lain werna zehmat ho gi
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat warna zehmat ..

                      Thek kaha ap ne mehnat kare warna apko zehmat he zehmat ha aur nakaami he nakaami ha mehnat na karne walo ko har kaam me nakaami ka samna karma parta ha mehnat karo ge to apke liye asaani he asaani ha lekin agar ap mehnat nahi karo ge to apko muskil he mushkil mile gy is liye mehnat kare aur mehnat karte rahe agar ap kamiyab hona chahte ho
                      SUMIYA TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat warna zehmat ..

                        g haan bilkl sahe kaha hy apne hm jitni ziada mehnt kren gy utna ziada faida hmen hi ho ga islie mehant krty rhena chaye r iska sila ALLAH PAK hmen zaroor den gy agr hm mehnt nh kren gy to hm kesy kamyaab ho skty hyn jb tk hm zehmat nh krn gy kisi ko krne k to kuch nh ho skta isle hmen chaye keh ziada se ziada mehnt kren.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X