Loss limit ko determine karna zarori hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss limit ko determine karna zarori hay
    Trading me jes tarha ham profit ko manage karty hey aur 1 limit se profit ka target rakty hey esi tarha daily hamy loss ki be limit rakni chaye, safe trading karny key ley ye bahot hi important hay, agar ham loss ki limit nahi raken gey to daily ham bahot zeyda loss be kar sakty hey aur esi ko risky trading ka name dia jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss limit ko determine karna zarori hay

    gee an hume apne lose ko be fallow krna chaye ur phr hume apni mistake ko check krna chaiye hum is main kis tra lose kr sakte hein hume is main agr lose se bachna hai tu phr hume menat krni hogy zada se zada
    • #3 Collapse

      Re: Loss limit ko determine karna zarori hay

      jiya bhajan Apne bilkul theek hi kaha hai hamen chahie ki ham isme jyada loss Nahin Karen aur ismein thoda sa loss hota hai To hamen chahie keytrade close Karta aisa Na hoke hamara county varshon Se jyada itna Na hamen pareshan Nahin Hona chahie aur apna nahin karna chahie ismein jyada lalach nahin karna chahie kyunki lalach Buri chij hai
      • #4 Collapse

        Re: Loss limit ko determine karna zarori hay

        Hmy apna risk fix rkhna chahy ky hm kitna profit ky liy kitna risk ly skty hn is chez ko Hmy seekna chahy r jitna hm loss afford kr skty hn Itna hi Hmy krna chahy is liy loss limit buht zarori hy
        • #5 Collapse

          Re: Loss limit ko determine karna zarori hay

          dear sir bilkul loss ko determine karna jaruri hai aur isko modified nahin karna chahie agar Ham isko remaining karte Hain isase Ham apni trade mein active rahte hain aur tradeco and market ko acchi tarah watch karke profit hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss limit ko determine karna zarori hay

            Jee han aap ne sahi kaha agr loss ko bhi aik limit mein rakha jaye tu account wash nahi hoga is k liye her trade mein stop loss ko zaror use krna chahiye jis k bad loss aik point pe fix ho jata hai jis se aap long time market mein survive kr sakty hein aur experience bhi increase hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Loss limit ko determine karna zarori hay

              G han brother ap bilkul thek kah rahay hain, jis tarah ham profit ka target rakhtay hain aur target pura honay k bad ham mazed trades nai letay esi tarah hamain loss ki bi limit rakhni chaheay aur jis den hamari loss ki limit puri ho jaay hamain wait kar lena chaheay aur mazed trades open nai karni chaheay ta kah aur zayada loss na ho.
              • #8 Collapse

                Re: Loss limit ko determine karna zarori hay

                Dear friend proper planning ke sath kam karna chahie jab tak aap apne risk ko manage Nahin Karenge use Waqt Tak market Mein proper tarike Se Kam Nahin kar Payenge..
                • #9 Collapse

                  Re: Loss limit ko determine karna zarori hay

                  Forex trader kay liye zarori hay kay wo forex trading kernay kay liye sab say pehlay apnay account main apnay risk ko determine keray aur us kay mutabiq apnay trade kay risk aur har trade kay risk ko ko apnay liye mutayyan keray. is say trader ko apnay account ko manage kernay kay liye boht asani ho jati hay hay aur account wash honay say bacha jata hay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss limit ko determine karna zarori hay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Trading me jes tarha ham profit ko manage karty hey aur 1 limit se profit ka target rakty hey esi tarha daily hamy loss ki be limit rakni chaye, safe trading karny key ley ye bahot hi important hay, agar ham loss ki limit nahi raken gey to daily ham bahot zeyda loss be kar sakty hey aur esi ko risky trading ka name dia jata hay.
                    Assalamu Alaikum sab log Jante Hain Ki Forex trading business Ek bahut hi critical business hai ismein loss bahut hi jaldi a Jata Hai Lekin Hamen Pareshan Nahin Hona chahie balke Lo so Jaane Ki Surat Mein use recover karne ke bare mein sochana chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X