Never underestimate yourself!!!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never underestimate yourself!!!!
    Hmain Kisi ki BHI underestimate ni krna chahye hr koi Forex business seekh skta ha ispa profit hasil krskta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Never underestimate yourself!!!!

    Gee haan khud ko underestimate nahin kerna chahyea aap mein woh sub khoobian ho sakti hain jo kisi kamyab trader mein hoti hain sirf unn jazbaat ko jaganay ki zaroorat hai jin ki wajah sae aap trading mein kamyab ho saktay hain iss lye mehnat kerain jazbay kay sath
    • #3 Collapse

      Re: Never underestimate yourself!!!!

      Dear friend Forex trading business Mein Har Koi Kamyab ho sakta hai agar apni mehnat ko continue Rakha Jaaye learning Karte Rahen Aastha Aastha aapke pass Forex ke bare mein knowledge Hasil ho jaega..
      • #4 Collapse

        Re: Never underestimate yourself!!!!

        Forex mein khud ko sabit kerain kay aap forex mein aik bahit achy teader hain aur aap forex mein woh kamyabian hasil ler saktay hain jo aur koi na hasil ker saka ho aur aap forex mein bahut jald expert trader hoon gay aur kamyabian milain gi
        • #5 Collapse

          Re: Never underestimate yourself!!!!

          Ji bilkul bhaiya main theek hai apne aap ko underestimate Na Kare aap bilkul is forex market Mein isliye kam kar sakte hain Jaisa ke sab log kar rahe hain aap Jaise apni abilities ko Jaane aur unko implement Karen aur apni skills to improve Karen
          • #6 Collapse

            Re: Never underestimate yourself!!!!

            Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se mutafiq hun ap ne bilkul ache bat share ke hae forex main ap khud ko kisi se kam na samajhe yeh apke mehnat par hota hae agar koi bhe member ap se senior hae or ap junior hain or agar apke pas acha knowledge hae to ap us se agy ja sajte hain ap kabhe bhe khud ko kisi se kam na samjhen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Never underestimate yourself!!!!

              Yahan per skills Jyada important Hoti Hai Jitna skills ke sath Hamara kam Achcha Hoga Ham market Ko Itna Jyada speed Aur aasani Ke Sath aur freshman ke sath samajh Sakenge freshman Hamare Karm ko dusre kaun se ideal banata hai aur Hamari ideology bhi bahut jyada acche wali Ho Jaati Hai kam ko manage karne ke liye Hamen confidence ko kabhi bhi loose nahin karna chahie

              اب آن لائن

              Working...
              X