Techncal analysis ya indicators??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Techncal analysis ya indicators??
    Dear.technical analysis ka.istmal or learning hum.is.liay karty hen k hamyn market ki.kovment chart k hawaly sey pta lag saky k.knsa point ending tha kaha p break out tha kaha pay resistance hey to me ye puchna.chata hun.k kiya ye sb learn kren hum ya begair tim wast.kiay acha sa indicator use krlen or apna tim bacha.len q k indicator v to technical analysis p focus kar k hamyn final.calculation btata hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Techncal analysis ya indicators??

    Brother indicators hamain sirf andaza batatay hain aur hamain kabi bi indicators k bataay hway signal par ankh band kar trading nai karni chaheay q kah indicators k kuch signal to sahi sabet hotay hain but kuch signal ghalat sabet bi hotay hain esleay indicators k signal ko hamain market analyse kar confirm karna chaheay aur us k bad hi trade open karni chaheay.
    • #3 Collapse

      Re: Techncal analysis ya indicators??

      I think to technical analysis bhi indicators se he kiye jate Hain kayi indicators use KR ke tools use KR ke I think to aik he cheez Hain yeh aur in ka mqsad market ki movement ko smjhna he hai
      • #4 Collapse

        Re: Techncal analysis ya indicators??

        hamy expert ban ky technical analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bihat bara or acha business hain
        • #5 Collapse

          Re: Techncal analysis ya indicators??

          hamy pahly experience banna ho ga hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hamy mahnet sy or tawajo sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik bahtren business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss hi jy ga is mai market ka balm nahi hota
          • #6 Collapse

            Re: Techncal analysis ya indicators??

            Is market Nahin donon hi bahut important hai aapko technical alliances Ka Pata Hona chahie ki market ka technical alliances kaise kiya jata hai aur uske sath indicators ko kaise use Kiya jata hai agar aap indicators ko use karna Sikh Jaaye to aap ek bahut acchi trade find out kar sakte hain Jiski baspa aap Achcha profit bhi Kama sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Techncal analysis ya indicators??

              g han asa he hain hamy indicators ko use kar ky hmy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy mahnet sy or lagan sy forex mai kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Techncal analysis ya indicators??

                Remember Pakistan Forex trading karte hue hadse ki apni state ji Hoti Hai Usi per Amal karte hue trading karta hai ya fir market ko acchi Tarah Se analyses karta hai agar vah indicator Yahan technical analysis Mein Koi Bhi select Karta Hai To Uske bare mein Uske pass knowledge or experience bhi bahut hi Achcha Hoga aur vah uske jarie hai bahut Achcha profit kamata hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Techncal analysis ya indicators??

                  hamy indicators market mai enter hony mai madad dety hain hamy in ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy or hum acha profit gan kar saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Techncal analysis ya indicators??

                    g han asa he hain hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nai hota forex aik acha business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy mahnet karne hi ge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X