khud ko kam na khyal karein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khud ko kam na khyal karein?
    dear hum ko chye agar hum is time difficult problem ko face kar rahein hein to in per detay rhein aur khud ko manwain ka hum success full hein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: khud ko kam na khyal karein?

    g bikul sahi baat ha khud ko kam na khayal karein kyun ke ALLAH ne her insan ko boht hoobsuret peda kiya ha is liye khud ko kum khayal na karein bulke hud per confidence rekhna chahye ke ap ko ALLAh ne duniya ma afzal banaya ha is liye apni qadar kerni chahye dosro ko khud se behter khayal na karein ap bi boht behter insan hen ALLAH ka shuker ada kerna chahye
    • #3 Collapse

      Re: khud ko kam na khyal karein?

      Ji han bilkul theek hai ki Ham Khud Ko kaam kya na Karen Bal ke Ham Bhi Agar mehnat karen to Ham Pakistan forex for Mein Kamyab ho sakte hain aur Achcha Pune Shastra Karke mehnat aur knowledge ke sath trading Karke cprofit Hasil kar sakte hain isliye Humko chahie ki Ham mehnat Karen aur Khud Ko Kisi Se Kam Na Samjhe
      • #4 Collapse

        Re: khud ko kam na khyal karein?

        Gee bilkul jab kisi trader ko big loss b ho jata hai wo sochte hai k forex trading karna mere bes ki baat nai hai yeh boht hard hai wo aisa apnay aap ko kam khiyal nai samjha kare loss to ho jata hai lekin mehnat kar k loss b khatam kya ja sakta hai loss qismat se nai galtion se hota hai jab galtian door kare gai phir loss b nai ho ga
        • #5 Collapse

          Re: khud ko kam na khyal karein?

          Ji han bilkul sahi Kaha Hai Main Ishq Mein Khud Ko kam kya Nahin Rakhna chahie Kyunki Jab Ham ismein trade Lagate Hain To Hamen Apna Soch bahut bada karna chahie Hamen Apne dimag ki iske liye fresh Rakhna chahie aur sabse Jaruri chij yah hai ki Hamen pahle market ko Janna chahie aur uska plan Banakar plant ke mutabik qismat rate karna Shuru karna chahie
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: khud ko kam na khyal karein?

            g bilkul sahi keh rahy hain hum kabhi b khud ko kum nahi smajhna cahhye chahyay jitna b loss kyu na ho kyu k some time jab hume loss hota hai to hum tension main ajaty hain aur apny baray main khud sochna start kar dety hain k hum kuch nahi kar skaty hain aur dusrun se kum hain asa bilkul nahi karna cahhy bal k mehnat kar k kam karna chahye taa k kamyab hun.
            • #7 Collapse

              Re: khud ko kam na khyal karein?

              Asslamu Alakum wellcome to pak forex forum dear friends ap ki bat theek hai k hmn forex p khd ko kesi se km na smjy mhnt kren knowledge sekhy gain kren ta k hmn nfaa ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: khud ko kam na khyal karein?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
                dear hum ko chye agar hum is time difficult problem ko face kar rahein hein to in per detay rhein aur khud ko manwain ka hum success full hein.
                Assam Alaikum yah Baat bilkul theek hai jab tak Ham Forex trading Mein self confidence ke sath Kam Nahin Karenge tab tak is profit Hasil karna impossible hai isliye apne aap ko Kam Nahin samajhna chahie aur pure confidence ke sath hi trade co open karna chahie

                اب آن لائن

                Working...
                X