forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?
    dear friends forex market main jab bhi aik new trader ata ha tu usko market chart kesy read karna chaheay yeh swal mujh say aik new trader nay pochna hai ju main sab sy poch raha hai ap sab members mujhy apny apny ideas share karain k ham kesy aiok new trader ko forex market main chart read karny ka bta sakty hain ta k uss ki help ho saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

    Je dear forex ma new member k lae chart read karna bhot tuff hota hai, asy member ko chahe k wo kese senior k pass kuch beth k chart ko read karna samaj jae, dear other member ki posting ko parhny sy b ham ahesata ahesta sekh jaty hai k resistance or support wagera kya hoty hai, knowledge gain karny ma waqat to lag sakta hai, chart ko samjny ma b kahe din lag sakty hai
    • #3 Collapse

      Re: forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

      G bhai jan ap ny jo sawal kiya hy is ka koi bhi sahi jawab nhi dy skay ga q k is ka taaluq hr insan k apnay mind say hy ko wo kis trah say chart ko read ksrta hy is lye humayn is maozo ko choor daina chahye q k ya aik difficult maozo hy
      • #4 Collapse

        Re: forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

        dear bhi ap ny really correct swal ask ka hy ka agar hum say correct metod say koi kam nahi ho raha hy to hum ko chye is ka baray main apny upper level walay dost say is bat ko share karein aur bad main next steps ko follow kar na chye is main kisi kism ki hurry up nahi karna chye.
        • #5 Collapse

          Re: forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

          agar hum forex main chart ko read karn hain to hamy is ky bary main knowledge hasil karna chahey per he hum chart ko read kar sakty hain agar hamy kese chees ke samj nahe a rahe to hamy apny senior ke tips ko follow karna chahey forex aik online business hain hum is main live kam karty hain hum is main international level per kam karty hain
          • #6 Collapse

            Re: forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

            agar hum is main new hain to hamy chart ko read karny ky liey knowledge or experience ke zarorat hote hain forex main chart ke bohat valeyo hain hamy apny experience ko best ban kar market main kam karna chahey hamy chart ko kabe be ignore nahe karna chahey forex bohat bara business hain yai poor logo ky liey bohat acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

              Log Yahan Par market Mein investment karte hain aur Achcha kam Karke proper planning for achievement Karte Hain Kabhi Bhi Inko Logon Ko chahie ki Apna time West na Karen market mein aur Corporation ke sath kam Karen Forex ke Business mein Hamare Paas money management ka system Ka Hona bahut jyada jaruri hai Hamen Pata Hona chahie ki money management system Kaise work karta hai
              • #8 Collapse

                Re: forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

                Dear member good Question new treader k lea chart read krna boht muskil hy jo b new member join kary us ko caheya k kisi senior member sy market chart read krna learn kary R sath he posts sy k knowledge hasil kary ya thora timely hy lakin ahista ahista experience ho jay ga
                • #9 Collapse

                  Re: forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

                  Forex market main aik new trader ko chart read kernay kay liye zarori hay kay trading ko learn keray. jab tak trader trading ko seekhay ga nahi wo kabi bhi forex trading kay charts ko us trah say read nahi ker sakay ga. jesay aik expert trader kerta hay. is liye pehlay forex ko study karu. us kay bad trading ki practice karu to chart ko read kerna bhi a jaye ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

                    forex aik bahtren business hain hum is mai mahent sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hote forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana skaty hain forex aik bohat bara busienss hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                      dear friends forex market main jab bhi aik new trader ata ha tu usko market chart kesy read karna chaheay yeh swal mujh say aik new trader nay pochna hai ju main sab sy poch raha hai ap sab members mujhy apny apny ideas share karain k ham kesy aiok new trader ko forex market main chart read karny ka bta sakty hain ta k uss ki help ho saky.
                      Chahat ko understand karna Kafi difficult hota hai Jiske Liye bahut sari chijen bhi dekhni badhati hain lekin Nahin Yahi possible nahin hai agar new ya junior traders acchi Tarah market ko samajhne ki koshish karen to vah bhi chat ke analyses kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex market main aik new trader ko chart kesy read karna chaheay?

                        Forex market main forex trading kay liye new trader ko chart read kerna boht muskhil ho jata hay. que kay jab trader kay pas chart ko reak kernay ka knowledge hi nahi ho ga to wo kabi bhi chart ko read nahi ker skata. is kay liye trader forex main analysis kay liye 3 trah kay knowledge main say aik ya do ko learn kerna perta hay jis say trader ko char read kernay main asani ho jati hay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X