News k bad hi trade open karni chaheay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News k bad hi trade open karni chaheay
    Dear friends, jab koi news release hoti hay to us wakt market ya pehlay walay trend main bahut agay tak move karti hay ya phr apna trend change kar k bahut tezi k sath reverse hoti hay esleay hamain news anay k bad jab market ka trend confirm ho jaay to us wakt hi trading karni chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News k bad hi trade open karni chaheay

    G belkul.app sahe keh rahai hai hamai chaye ke is market ko ham.tab trade karai jab news release hojaye aur adha ganta guzar jaye news ke time pe hamai trading belkul be nahe karni chaye nahe to hamai buhut zyada loss ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: News k bad hi trade open karni chaheay

      gee han bhai hume news k bad trading krni chaiye agr hum is main news k phaly trading krte hein tu phr risk wali bat hai hum phaly acha profit be hasil kr sakte hein hume zada lose be ho sakta ha is liye lose se acha ha k hum is main wait kr lein
      • #4 Collapse

        Re: News k bad hi trade open karni chaheay

        dear bhi ap ny really correct swal ask ka hy ka hum ko news aur technicall point ko first of all think kar lena chye aur is ko follow karty howay agay ki janib barna chye is main kisi kism ki hurry up nahi karna chye pher hum ik achay trader kay tor per janay jein g.
         
        • #5 Collapse

          Re: News k bad hi trade open karni chaheay

          dear bhi ap ny really correct swal ask ka hy hum ko first of all all kind ki trade ko analysis kar lena chye is main kisi bhi kism ki hurry up nahi karna chye hum ko chye news ka sat technical point ko think kar lena chye so hum ko chye think before given any steps.
           
          • #6 Collapse

            Re: News k bad hi trade open karni chaheay

            Dear member aapki baat bilkul right hai ya Agar Ham news ka wait kar k trading Karenge aur news Aane Tak train Nahin Karenge To Ham ismein market ko bhi acchi Tarah Se analyses kar lenge aur Jab Bhi Ham trade lagaenge To Hamen Achcha profit Milega Kyunki news ki movement bahut hi jyada hoti hai aur agar humne wrong decision le liya to Hamara account was ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: News k bad hi trade open karni chaheay

              jab news update ho rahe ho to hamy trade pacle nahi karne chahey forex aik bhat bara business hain hum is mai agar trade palce karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: News k bad hi trade open karni chaheay

                forex aik wasee busienss hain hamy news ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik bahtren business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bagr pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: News k bad hi trade open karni chaheay

                  jab hm news ky mutabik kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik acha business hain hum is mai part time ya ful time kam kar sakty hain hamy mahnet sy or tawajo sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee busienss hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: News k bad hi trade open karni chaheay

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur traders her bar as mien ahtyat kerte hien aur as mien jab wo trade kerte hien tu wo as mien soch samjhne k bad hi trade kerte hien agar ham ko as mien kaam krna h tu ham ko as mien news k dakhna zarori h aur
                    ye news ham her bar internet per dakh sakte hien aur ham as ko dakh ker as mien bad mien trade ker sakte hien
                    as lyee mien forex mien news dakhta hun aur ham ko as mien news k bad hi trade karna chahye q k news ki waja say ham loss ker sakte hien.
                    • #11 Collapse

                      Re: News k bad hi trade open karni chaheay

                      bhai jaan bilkul news ke bad trade open karne se hi achcha profit mil sakta hai aur yah analysis and market ko vash karne se aisa mumkin hai jab Bhi market ko watch kar rahe ho use waqt news breakup Ho jaaye Baki ko baat karte Rahe aur rsiko dekh kar bahut acchi chij mil sakti hai jismein cprofit hasil Kiya ja sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: News k bad hi trade open karni chaheay

                        meray khail ma new's dakh ker kabi b trade open ni kerni cahiy kun k ya aik riski trade b ho sakti ha is ma loss k cahncec bhot zaida hoty han is liy kabi b new's ko follow kerty howy trade na lagay belkay apny experence k sat market ka anyless kerty howy apni trade lagani cahiy jes ma loss k chance kam say kam hoty ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: News k bad hi trade open karni chaheay

                          Good morning for all ji mere dost apny bilkul theek kaha hai ki news ke bad hi trade ko open karna chahie Jab aap trade Lagate Hain. Agar market apky against Gai to aapko loss hone ka Khatra hota hai isliye aapko chahie ki ap trade
                          News ke bad hi trade Lagaya Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: News k bad hi trade open karni chaheay

                            Long time ke liye earning Karte rahte hain kabhi bhi nuksan nahin kar paate Agar Hamen Aisa Karte Jaenge To Hamen kabhi bhi positive mind Mein kam karna Nahin aaega Achcha kam Ham tabhi kar sakte hain Jab Hamare Paas Apne hand Mein capital hoga jo hamare pass capital Nahin Hai Kya Tu yahan se Kuchh Bhi Nahin kar Payenge isliye kam Karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X