Profit daik Kar over confident na ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit daik Kar over confident na ho
    Dear friends assalamualaikum kuch trader jab forex Mai lagatar 3 ya 4 trade profit Mai close kartay Hain to wo over confident ho jatay Hain aur pir analyse keye bagair trade open karna start Kar daitay hai.mai ye kehna chahta hon ke forex Mai kabi be over confident na ho chahay appko profit ho ya loss.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit daik Kar over confident na ho

    Meyana ravvi sy kaam lena sb sy best hay or phir is trha confidence or bhi zyada develop hta hay or kaam krny main mushkil pesh nai aati is liye overconfidence bhi na howa jaey to smoothly work krna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Profit daik Kar over confident na ho

      hello friend main ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge friend jab ham forex per kam kar rahe hun tab ham puri ke sath posting karen posting ke dauran susti nahin karni chahie kyunki jab susti karenge to humse koi na koi mistake ho jayegi jab mistake hogi to ham loss mein chale jaenge isliye hamen chahie ki ham puri mehnat aur unke sath posting karen post mein susti har kis na karen shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Profit daik Kar over confident na ho

        Je han, forex trading ma jb hamy profit melta hai to ham etny over confident ho jaty hai k kahe dafa big lot k sath phr trade open kar dytyn hai, hamy apni learning py bahrosa karna chahe but over confident ni hona chahe, dear hamy mind ma big profit ka kbi ni sochna chahe
        • #5 Collapse

          Re: Profit daik Kar over confident na ho

          Forex mein jub bhi aap ko profit ho tou uss waqt apnay emotions ko control mein rakhain aur achi trade kernay kya lye mazeed mehnat kerain profit honay sae over confident na hoon agar aap profit dekh ker over confident ho jayain gay tou phir aap forex mein nuqsan ker saktay hain aur profit kay baad nuqsaan theek nahin hai
          • #6 Collapse

            Re: Profit daik Kar over confident na ho

            G han profit agr hota hai tu over confidence nahi hona chaya kuun ka profit ka bad loos ho sakta hai kiun jub overconfidence mai ap trade open karian gain tu ap ko forex mai loos ho ga over confidence mai kabi bi acchi trade open nahi hoti hai hamesha loos hota hai is profit ahna pr apna ap pr kabi rahko
            • #7 Collapse

              Re: Profit daik Kar over confident na ho

              G haan bilkul sahi kaha hy ap NY k hamen jab bhi profit ho normal rahen q k hamesha gharoor ka sar neecha hota hy Jo bhi kamyaab trader hen forex me wo kabhi bhi profit leny k baad over confident nahi hoty normal rehty hen shikar ADA kar k next trade j leay analysis shuru kr dety hen isi me kamyaabi hy har trader ki
              • #8 Collapse

                Re: Profit daik Kar over confident na ho

                Assalamualaikum dear friends forex business main kabhi bhi over confidence nahi hona kun kay zidagi ka koi bhi medaan ho hamaisha sabar say kaam lain ziyaada profit say over confidence loss karta hay oar ham market main sabar say kaam lain
                • #9 Collapse

                  Re: Profit daik Kar over confident na ho

                  han g bhi jaan aap bilkul theek kh rhy hain jab bhe hamy normal profit hoty hain to aik dam sab treading ko close kar daity hain osey duran ham lalch main par jaty hain kh hamy to bs profit he mil rha hy to bhoot sa loog asa main tuka laga akr treading karna shuru kar daity hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit daik Kar over confident na ho

                    G bhai ap nay thek kaha hay, agar hamain forex trading say regularly acha profit earn ho raha ho phr bi hamain over confident nai hona chaheay q kah hamari thori si susti aur mistake ki waja say hamain bahut bara loss ho sakta hay aur jo bi trader over confident hota hay usay loss hota hay esleay hamain har trade soch samjh kar open karni chaheay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit daik Kar over confident na ho

                      G bhai app belkul sahe keh rahai hain hamai ye nahe karna chaye agar hamai profit ho ya loss hamai hamesha iss mai sakoon ke sath kaam.karna chaye kabi be iss mai hamai over confident nahe hona chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit daik Kar over confident na ho

                        ji over confidence bhi insan ko maar deta hai isliye apni trade co profit mein dekhkar overconfidence Na ho balki use se maziz sikhane ki koshish karen.
                        aur aainda ki trade zyada Soch samajhkar lagaen tky aap ka profit increase ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit daik Kar over confident na ho

                          Assalamu Alaikum dear friends and my brother aapane bilkul theek kaha hai ki agar Hamen Forex trading mein bahut jyada profit Hua Hai To Hamen chahie ki kabhi bhi emotional aur excited Nahin Hona chahie aur apne profit Ko Dekhkar kabhi bhi jald baat hi nahin Karni chahie to isiliye Hamen chahie ke tura profit Dekh Kar kabhi bhi overconfidence nahin Hona chahie aur ismein apne a normal confidence ke sath hi working Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit daik Kar over confident na ho

                            dear friends aapane bahut acchi baat kahi hai profit ko dekhkar aur confidence nahin hona chahie Jo profit milta Hai use collect karne ke bad next planning aur next day ke sath bahut accha profit earn Kiya ja sakta hai isase profit increase bhi hota rahata hai aur lalach per bhi control Kiya jata hai......
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit daik Kar over confident na ho

                              G brother ap sahi keh rahy hain k profit dakh kr lalach main ni ana chahye ya over confident ni hona chahye...hmary country main mostly log nakam ho jaty hain aor un k nakam hony ki waja lalach ha q k wo profit dakh k lalach main aa jaty hain aor lOt size ziada rakh lety hain jis sy un ko loss ho jata ha aor account wash hony ka bhe khadsha hota ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X