Market ko analysis kese kiya jaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analysis kese kiya jaye
    Asslam alaikum dear forex members Bhai jaan main apse yeh pochhna chahta hn k market ko is tarah analaysis kiya jata Hai please ap iske bare main information dain thank you.
    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analysis kese kiya jaye

    Dear market ko analysis krny k different methods hein kuch traders chart reading krty hein aur indicators se help lety hein jisko technical analysis kehty hein aur kuch news base pe trading krty hein jisko fundamental analysis kehty hein is mein jitna ziada experience hoga eoh trader kabhi fail nahi hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analysis kese kiya jaye

      bhai agar apko market ko analyse karna he to apko chahiye k aap apne senoirs se consultationkarain aur unke kahe hoe planning k mutabik kaaam krte rahain. aur agar wo zyada timre spent forum pe karaingay to unka knowledge aur eperience increase ho jaeyega aur is trah wo acchi analysis kar paeyngay.
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analysis kese kiya jaye

        Baai jaan market k analysis karna asaan kaam nahee hay ye buhut expert members kar sakhthay hay kionka aap ko kise pair ka poora chart read karna hotha hay our oskay baadh H1 our H4 our D1 ko mukamal study karnay k baadh our oskay har support our resistance ko saamnay rakh kar analysis karnay hothay hay is liay maray khyal may ye buhutbziada experience manghtha hay.
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analysis kese kiya jaye

          markete ko different tareeqy sy analysis kia jata h kuch traders jo hn wo markete k trends ko dhek ker candles ki madad sy kam karty hn aur analysis karty hn aur kuch traders jo hn wo news ki bna pr kam karty hn jisko ham fundamental analysis kehty hn so un ka apna apna tareeqa h kam karny ka mager is k lye knowledge hona zaruri h
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analysis kese kiya jaye

            markte ko anlysis kerny kaily zroori hai k apkio chart aor markete k bary men kuch ptta hona chye kun k jab ap chart draw kertry hain aik to apko support aor resistance k bary men ptta hona chye kun k jab apko chart dtraw klwrna a jaye ga to ap ko marklte ko abnalyssi kerny ka treeqwa bhi a jaye ga.
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analysis kese kiya jaye

              Assalamu Alaikum dear Forex member aapko chahie kya aap market to Jyada Se Jyada analyse Is Tarah Karen ki aap is page ko Jyada Se Jyada time spend Karenge to Aapka knowledge level or experience level increase ho jaega Is Tarah aap ismein analysis kar Sako Ge
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analysis kese kiya jaye

                Dear friend Sabki apni strategy hoti hai use hisab se analysis karte hain technical analysis made tools ka istemal Kiya jata hai aur fundamental analysis Mein murgi Lahore se market Khwaja Jale Na Hota Hai Sab different tarike se analyses Hote Hain..
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analysis kese kiya jaye

                  Good Afternoon Friends
                  Ham ko is main market ko analysis kar kee hi trade karna chahye ham ko is mein market ko focuse kar k hi is mein tarde karna chaiye uar is mein ham ko chaiye k ham is mein market ko samjhen k liy is mein mehnat kare aur jab tak ham ko is mein sahi waqat nhi milta hain is mein trade nahi karna chaiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analysis kese kiya jaye

                    importance of analysis....
                    dear Forex member analysis open our mind more fresh and then we start to think in a broad way then our thinking habits increases a lot and we would become successful in our life . therefore the work which is did with analysis leads us to the ways of success.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X