kamyab trader kabhe himmat nhe harta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kamyab trader kabhe himmat nhe harta

    Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien tu ham as mien kamaee nahi kar
    sakte hien as lyee ham ko as mien umeed karna hota h aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h
    aur ham ko as mien umeed sy kaam karna hota h aur ham ko kamaee karna hota h jab ham umeed kaerte hien tu ham kamaee ker sakte hien aur ham ko himmat nahi harna hota h aur na hi na umeed hona hota h.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kamyab trader kabhe himmat nhe harta

      Gee haan kamyab trader hamesha forex mein kamyab hi hota hai agar woh kamyab hai tou iss ka matlab hai kay woh forex mein bahut acha kaam ker raha hai aur chahyea jaisay bhi haalaat hoon woh kabhi bhi himat nahin harta aur justugu kay sath apna kaam forex mein kerta rehta hai
      • #18 Collapse

        Re: kamyab trader kabhe himmat nhe harta

        Asslamo alikom aik esa business hae jis main ap ko aik minute main acha profit bhe ho sakta hae or dosre minute main ap ko loss bhe ho sakta hae lakin is business main jis members ke pas trading experience nhe hota hae us ko loss hota hae or wo is tarah se himmat har jate hain lakin aik kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta q ke use pata hae ke yeh aik bahut acha business hae
        • #19 Collapse

          Re: kamyab trader kabhe himmat nhe harta

          himmat ka hona bahut zarori hae forex main jis member main himmat hote hae wo member kabhe bhe mar nhe khata hae forex main wo hamesha kamyab he hota hae nhe to kuch members ese bhe hote hain un ko jab loss hota hae to wo himmat har jate hain or forex ko chore dete hain
          • #20 Collapse

            Re: kamyab trader kabhe himmat nhe harta

            Ki Ham kam kar sake aap Logon Ko chahie ki Sambhal lot size system ko utilise Karen Agar aapke pass balance jyada hai to aap isase Sambhal lot size lagaen aur Jyada long time ke liye earning Karen Kyunki yah aapke account ko benefit provide karti hai aapke account ko strong Bana te hai aap mein kaun si tension rate karti hai kya aapane Yahan Se Kaise kam karna hai Jaise Jaise aap log kam Karte jaenge
            • #21 Collapse

              Re: kamyab trader kabhe himmat nhe harta

              G bilkul far kamyab trader Kabhi Himmat ni harta balke mehnat kr k ek acha experience r knowledge Hasil krny ki koshish krta Hy. Apko cahhay k Soch samjh k tarde krain r ek Kamyab tarde hi apko ek acha profit deta Hy. Apko cahay k ziada sy ziada time forex tarding ko dain take AP ek Kamyab tarde kr sakain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #22 Collapse

                Re: kamyab trader kabhe himmat nhe harta

                Kuch log jab tread karty ha to ya bar bar loss hony ki waja say ya treading chord daty ha or iss ki tarf koi nahi aty or in ko cahya kay iss per pora bharosa kary or treading karty rahy becauae iss kay bary may bhat sa idia ho jata ha or ya loss nahi kary ga.
                • #23 Collapse

                  Re: kamyab trader kabhe himmat nhe harta

                  Real trader or business men kabhi bhe himat nahe harta ke ke jo log yaha pe mehnat se kam karte hen wo yaha pe hamesha kamyab hote hen or yaha se ache income kama lete hen or jo mehnat nahe karta wo nakam hota he.
                  • #24 Collapse

                    Re: kamyab trader kabhe himmat nhe harta

                    Dear member kamyab trader hota hi wohi hay jo kabi bi forex main himmat nahi harta. kamyab honay kay bad to trader ko us ka fida hota rahta hay. is liye kamyabi say pehlay jo trader mehnat kernay main himmat nahi harta wo kabi bhi nakam nahi rahta. is liye kamyabi kay liye trader ko zarori hay kay wo aik hi direction main apni mehnat ko jari rakhay.
                    • #25 Collapse

                      Re: kamyab trader kabhe himmat nhe harta

                      Assalam walekum ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai lekin main sirf Itna Kahana chahta hun ke Forex Mein Jo Bhi member kam kar rahe hain Jo senior member Hai vah Kabhi mat Nahin Aata Kyon Ke use Pata hota hai ki vah bahut mehnat kar raha hai aur Kabhi loss Nahin ho sakta Kyunki Forex Ek Achcha business hai lekin naya number ko naye member ko Jyada khof Hota Hai ke uska loss Na Ho Jaaye Hamen chahie ke Ham use support Karen thanks and Shukriya
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: kamyab trader kabhe himmat nhe harta

                        AOA!dear forex members kaisy han ap log forex main kamiyabi sy humkinar hony k liay himmat ki zarorat hoti ha is business main wo log kamiyab hoty han jo himmat ka damun thamy rahty han himmat k bagair kisi bhi field main kamiyabi mumkin nhi.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X