Forex busnes pasand ya na pasand!
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex busnes pasand ya na pasand!
    salam dear frinds man umeed karta hun ky ap sab thek he hun gy dear forex membr jo log forex ko achi trah samjh gay hen or achi trah kam kar sakty hen or acha bonus hasil kar sakty hen wo loo forex bahot he zeada pasand karty hen or new membr jab kam karty hen to on ko experence nai hota wo mistake kar bathty hen or loss men chly jaty hen wo log forex ko na psand karty hen.shukria dosto
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

    Dear humain tou forex business bahut zagada pasand hai aur humain tou iss mein mehnat sae kaam ker a hai aur agar hum forex mein mehnat nahin kertay tou humain forex sae income nahin hoti forex aik bahut acha business hai aap khud bhi iss mein kaam kerain aur apnay dostoun ko aur family ko bhi iss mein kaam kernay ka kahain
    • #3 Collapse

      Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

      jo log is ko smjh jaty hain to unkaily ye aik psandideeda bussiness ban jata hai.isliye hamen chye k ham bhi apny liye is ko acha bussiness payen.mery kyal men to is jaisa koi bhi bussiness nh hai.kun jab ham dhaiken k ham aik acha bussiness kerty hain tio us jaisa hamen aor koi bhi nzaer nh ata to hamen cchye k is achy moqa ko waste mat kren.aor foerrex mery kyal men dunya k bhtreen bussiness men shumar hitra ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

        G han brother ap thek kah rahay hain, jo log forex trading main proper kam kar rahay hain woh log trading say achi earning bi hasel kar rahay hain esleay woh log trading ko pasand kartay hain aur apnay friends aur relatives ko bi trading join karnay ka kehtay hain but jo log forex trading ko proper learn nai kartay un ko loss ho jata hay aur phr woh forex trading ko hi blame kartay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

          assalamu Alaikum Pyare bhaiyon main karta hun aap sab theek hi Honge Mera Manana yah hai ki Forex pasand ya na pasand Jo Sawal aaya Hai halat ke yah Sawal Kuchh ajeeb sa hai Kyunki a fox Ek Aisa business Hai Jo Koi Bhi Insan is Ko Na pasand Nahin kah sakta yah To Mere Pakistan ki favourite business hai forex business is all business king
          • #6 Collapse

            Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

            Forex b aik tarha ka business h usko b easy nh lena chahaye is men proper seekh k enter hona chahaye aur mehnat se Krna chahaye pahle is men demo py kaam krna chahaye jb tk demo py achi tarha samjh a jy ga to real men kren Gy to profit Hoga to forex bht pasand ay ga.
            • #7 Collapse

              Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

              Gee haan forex ko log bohat pasand krtay hai hum ko bi bohat pasand hai iss mein Aap ka pas knowledge or experience hai tu aap mehnat Kar ka acha profit khamya ja sakta hai iss mein hum ko kisi qasim ki moskal nahi hoti asni say Kar saktay hai iss Lia hum ko boaht pasand hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

                Forex aiik bhttt Achi achaa online business ha js main ap Kam KR k Acha profit hasil krskty hn agr apka experience Acha hta ha Tou ap mahena main Achi incom hasil krskty hn aur jitni zeada mehnat kren Gy utna profit hasil krlen gy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

                  Aslam O Alaikum Dear Friends:1f339::1f331:
                  Dear bhai ye kesa sawaal hainye to koi tuk bhi nahi sawal ki forex pasand ya na pasand aise ajeeb threads karte ho hume pasand ya na pasand se fark nahi parta just hume ye pata hai hum mehnat karke izat ki rozi kamana chahte hen izat ki rozi ghar ka kharch chalana chahte hen din rat mehnat karna chahye ajeeb threads karte ho jinka koi matlab bhi nahi hota:1f621::1f621:
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

                    Bhai jaan ye to zahir si baat hain humko forex bohat hi pasand hain qk yahi hurama job hain aur yahi hamara business hain kisi se hum profit lete hain kiye logo ki apni ghalti hoti haina ur inko loss hota hain to inko na pasand hoga ye humain sare mebr ko pasand hain q k duniya mein aisa koi bhi business nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

                      g haan dear member ye aik aisa busness he agr is main hum mehnat se kaam karen to is main hamin profit hi profit he lekin pehlay isko learn krna chahiyie first learn then earn usko bad hmen ye kaam krny main bada maza aye ga agr hum bghair seekhy karen ge to is main phir hmara lose he lose he
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

                        Jiski vajah se aapke kam Mein stability bhi a Jaati Hai kam karne ke sath sath aap Logon Ne Joshi trade ki hoti hai jo trade open Rakhi Hoti Hai Chahe vah Friday Wale Din Ho Ya Monday Wale Din Nagar Market closed Ho bhi Jaaye to next working day Jab market open Hoti Hai To vah aapki trade bhi continue working kar rahi hoti hai aapko problem
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

                          Salam to all
                          Ji mere dost Forex trading mujhe bahut hi pasand hai Kyunki Jiske pass job Nahin Hoti to vah part time ya full time for accident Mein Apna Kam Karke apni income ko dress karta hai isliye Hamen chahie ki Ham Forex trading Se Pyar Karen aur Aasan karna chahie Forex trading Hamare kamai ka jariya hai isliye parixit Hamen bahut pasand hai aur Hamen bahut Khushi Se ismein Kam Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

                            Dear friend Forex trading bahut Achcha business hai agar is Mein interest Lekar kam Karenge to bahut sara knowledge bhi Hasil Hoga aur dilchaspi lagega Agar interest Nahin Lenge to aapko Kuchh Hasil Nahin hoga..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex busnes pasand ya na pasand!

                              Dear member Pakistan Forex Samay bahut hi jyada pasand hai Kyunki yahan se Ham Bahut Achi Achi learning Hasil karte hain aur acchi se yah best coaching karte hain Jiske Badle Mein Hamen bahut hi accha bonus Milta hai aur ham use red lagakar Achcha profit Karva lete hain lekin aapki trading hi aapko Kamyab banati hai agar aap successful aur Kamyab trader Banna Chahte Hain To aapko hardworking Jyada Karni chahie tha ki aap ismein Kamyab ho sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X