Kia kiya jae greed se bachne k liye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia kiya jae greed se bachne k liye

    ham logo ko chahye ka ham log is ma kam sa kam lot size use kara aur ham log is ma achi tara market ko analysis kar ka hi is ma trade open kara kyu ka ham log jab tak is ma market ko analysis nahi kara gay to ham log is ma kamayab nahi ho ga aur ham logo ko chahye ka ham log is ma soch samaj ka kam kara jaldi karna kki koshhish na kara kyu ka ham log is ma kamayab nahi ho pay gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia kiya jae greed se bachne k liye

      Good morning to all mere dost Pahli Baat To yah Hai Ki Forex trading mein Ham without grid ke kam Karen aur Hamen Forex trading mein mehnat se kaam karna chahie Jab Ham Forex trader Makan Karen To Apne mind ko bilkul fresh rakhen ISI Tarah Se ham greed se Bach sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Kia kiya jae greed se bachne k liye

        Dear member Forex main jb ap aty hn Tou apko bht zedaa patience ki zrOrt hti ha agr koi insan patience se Kam ni krta aur greed se Kam krta ha Tou wo na kamyab hta ha isliy greed bilkul nai krni cahhye aur himat se hOsla se Kam krna chahye
        • #19 Collapse

          Re: Kia kiya jae greed se bachne k liye

          Good Morning Friends
          Ham ko is main greed se bachna chahye ham ko is mein kabhi bhi lalch nahi karna chaiye aur ham ko chaiye k ham is mein apne indar se lalch ko door kar den aur uis mein lalchi man ban kar is mein work nahi lkarna chiaye is aur is main greey trader apna loss karwat hain
          • #20 Collapse

            Re: Kia kiya jae greed se bachne k liye

            Bye bye bolen greed ko tab he ja ke ap ko yaha pe kamyabi mil sakte he ku ke jo log yaha pe jaldbazi karte hen un ko hamesha loss hota he or wo nakame ka mu dekhte hen lekin himat nahe harne chaye or apna kam jare rakhna chaye.
            • #21 Collapse

              Re: Kia kiya jae greed se bachne k liye

              Laalch se bachne ke liye hamesha sabar aur tahammul se kam karin agar aap lalach Nahin karenge to aap earning karenge gay. Isliye lalvh se bache aur market ka analysis Karen aur uske bad trade karim.
              • #22 Collapse

                Re: Kia kiya jae greed se bachne k liye

                greed say bachanay kay liye trader ko sab say pehaly to forex ka knowledge hona boht zarori hay. ager trader ko forex ka knowledge ho ga to trader bari asani say greed say bach sakta hay. que kay us ko pata ho ga kay us nay kin rules kay teht trading kerni hay. aur trader apnay rules ko follow kertay howay trading say profit hasil kerta rahay ga.
                • #23 Collapse

                  Re: Kia kiya jae greed se bachne k liye

                  ji Hamar Jaan aapki baat sahi hai agar Ham lalach Se Bachana Chahte Hain To Hamen Sabar karna hoga Kyunki Jis Tarah mehnat kamyabi Ka Raj Hai Is Tarah Sabar llalch se bachne k liye phaansi ka phandaa he
                  PAK ARMY ZINDA ABAD
                  • #24 Collapse

                    Re: Kia kiya jae greed se bachne k liye

                    Ji Bhai Jaan aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen Pahle Se Kaise Bachana chahie Hamesha hi ke Ham Jab train lagaen To Hamen profit mil raha ho To Hamen set cut Karni chahie aapke Ham Jyada Na kar sake To Hamara account wash ho sakta hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Kia kiya jae greed se bachne k liye

                      Ham Karte Rahana chahie acche wala aap Logon Ko chahie ki sabse pahle aap Forex ke kam ko join karne ke bad Jo Jyada important kam hota hai vah uski learning karna isko sikhana is maksad ke liye Forex ko sikhane ke liye aap Kisi bhi teachers ko join kar sakte hain Kisi bhi Academy ko join kar sakte hain jaan se aapko Forex ke liye today Ek acche wali information mile

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X