choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein
    hi dear friends ALLAH app logon ko hamesha khush rakhe ameen, umeed kaarti hun k app saab log khariyat se hun ge, aur theek hun ge ,mein is post k about yeh kehna chati hun k humein PAKISTAN FOREX FORUM me choti choti trading set karni chaiye taah k humein agr loss b ho jay toh ziyada nukssaan ka samna na karna pare lalach karein ge toh yeh b nahio meele ga humein, thank u all dear
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

    G han samal trading karni chahye is se ap ko faida hoga our kabhi bhi badi profit ke bare main nhi socha chahye ye lalach khatar nak hoto hai our loss ka sabab banti hai our account wash ho jate hain.
    • #3 Collapse

      Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

      Asalam o alaikum Dear forex forum brothers and sisters Lalach ek borii bala hai. Jo keh ek nasoor hai. Tarekh mai esy waqye bohat milty hain. Jis mai log lalach ki waja se doby hon. Es tarah forex forum mai trading karty waqt ziyada lalach karna intehai nuqsaan deh sabit ho sakta hai. Q keh log profit ki lalach mai loss kar bet'ty hain
      • #4 Collapse

        Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

        G Han AP na billkul tk bola ka choti trading set krni chahia tu AP ko profit ho ga zada laluch nhi krni chahia forex trading ma keon ka forex trading ma zada laluch krna sa insan ko loss ho jata ha is Lia forex trading ma laluch ka sochna bi nhi chahia
        • #5 Collapse

          Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

          Dear sir aapane bilkul theek kaha hai agar ham chhoti trade matlab yah 0.01 ki trade open karte hain yah hamare account ko save trading aur save method ke sath Ham isase profit hasil kar sakte hain agar Ham isase jyada ki trade open karte Hain to yah lalach and over trading hogi Jo hamesha loss ka sabab banti hai
          • #6 Collapse

            Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

            G Han bilkul thek Kaha apne hmain choti trading krni cahye aur agr apka experience Acha ni ha Tou ap agr zeada lot size ki trade lgaen Gy Tou apko loss BHI zeada Hoga isliy choti trading hi kren zeada Ka lalach na kren choti trading se zeada ki traf jaen aur experience Acha kren istrah ye useful hoga
            • #7 Collapse

              Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

              Jo trader lot size apny account ky mutabk rakkhy ga r kbhi bhi lalchi ni kry ga r sabar kry ga to wo kbhi bhi loss ni kry ga r iski ak trade bhi loss mn close ni hogi agr wo profit tk wait kry ga to
              • #8 Collapse

                Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

                hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasaia kama saky gy hum is mai live kam karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bth kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

                  Sahe kaha jnb ap ne choti treding karni chahe lalch kaam khrab kr deti hai ap choti aur samjh se kaam krine to ap ko bhut sari kamyabiyan hasil ho sakti hine aur mehnaat.
                  :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
                  • #10 Collapse

                    Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

                    hamy cote trading karny sy acha bonus nahi milta forex aik acha business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hamy ahteyat sy forex mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama skay gy forex aik world wide busines hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

                      Forex trader ko trading kay liye hamesha utna lot size set kerna chahye jo us kay account aur trading ka liye safe ho. is say ho sakta hay kay trader ko kam profit aye ya wo kuch bhi earn na karay. lakin wo is say loss nahi keray ga aur trading main rehtay howay wo itna experience hasil ker lay ga kay wo sahi trader ban jaye ga. que kay forex main trading main time guzarnay wala trader acha experience hasil ker leta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

                        Ji bhaijaan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen Chhoti trader ko Hamesha Jyada karna chahie Tha ke Ham Kamyab ho sake aur Hamen chahie ki Ham sabse Jyada mehnat Karen aur Lal Aaj Kabhi Bhi Na Karen Kyunki lalach Ek Buri Bala Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

                          G dear laluch krny wala shaks hmesha nuqsan uthata hai agr hm laluch me aa kr lot size ziada lgaen or wo loss me chali jaye to ic sy hmy buht ziada loss ho skta hai or phr us loss ko recover krny me kafi wqt zaya ho jaye ga ic sy behtar hai k hm lot size km use kren or thory profit per Allah ka shukar Ada kren
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: choti trading set karni chaiye .or lalach bilkul na karein

                            My lovely friend joo lalach kerta hai wo hamesha loss othata hai lalach hum ko loss hi de sakte hain hum ye janty hain laikib phir bhee lalach kerte hain.lalach karen gy tu kabhi kamayb nahi ho sakte hain.lot size kum sy kum rakhen lalach main aa ker ager ziada lot rakhem gy tu hum ko bahut ziada loss ka samna kerna pere ga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X