Self confidence ki importance!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Self confidence ki importance!
    Assam Alaikum jab tak aap ko self confidence Nahin hoga tab tak aap Duniya ke kisi bhi Business mein kamyabi Hasil nahin kar sakte aur Forex trading business mein to bilkul bhi nahin Kyunki jab tak Ek trade 100% confidence open na ho to usse profit Nahin Milta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Self confidence ki importance!

    Forex trading men jo banda self confidence ko improve kar leta hey wohi kamyab trader banta hey kiun k kuch log aesay bhi hen jo senior ho k bhi dusaron pe depend kartay hen aur koi trade bhi dusaron se poochay bagher nhi lagatay jiss ki waja se woh self confidence ko improve nhi kar saktay lekin forex trading men over confidence se perhez karen aur self confidence ko improve karen
    • #3 Collapse

      Re: Self confidence ki importance!

      hi dear friends ALLAH app logon ko hamesha khush rakhe ameen, umeed kaarti hun k app saab log khariyat se hun ge, aur theek hun ge ,mein is post k about yeh kehna chati hun k dusaron se poochay baghair trading nahi lagaty jiss ki wajah se woh self confidence ko improve nahi kar saktay BUT forex trading mein over confidence se parhez karen aur self confidence ko improve karne ki koshish karein shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Self confidence ki importance!

        G han sir humain iss main kamiyaab or successful trader bana k liya apna udr confidences level increase kar sagta hain jis sy humain iss main or be success mil sgti hain hum agr iss main acha sy kam kariye toh hum iss main kam he waqat main bhot he acha profit bana lata hain humain chaiye k hum iss main mehnaat zada sy zada kariye joh k hum iss main kamiyaab ho sakiye or successful trader ban sakiye
        • #5 Collapse

          Re: Self confidence ki importance!

          Asalam o alaikum Dear forex forum brothers and sisters Forex forum earning and learning ka behtareen platform hai jis mai mehnat ka behtareen sila milta hai. Forex forum mai self confidence must required hai. Self confidence k beghare dunya mai koii kam asaaani se nai ho sakta. Apni madad ap ki tehat ham har kaam assaani se kar sakty hai. Forex forum mai self confidence hi ziyada profit ka zariya bantii hai.
          • #6 Collapse

            Re: Self confidence ki importance!

            Self confidence bht zrori ha but overconfident ni hona chahye Ku k jb ap k Pas confidence hta ha Tou ap trading krny Ka passion rkhty hn isliy Tou apko pta chlta ha knowledge bht zrori hta ha is liy lekn phir BHI overconfident ho k lalch ni krni chahye aur experience hasil krna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Self confidence ki importance!

              forex aik aisa business hy jis mn confidence k bghar bndaa trading nhi krni chahea is k lia hmary pas houla ssbr aur self confidence hona chahea loss sy drna nhi chahea hmain loss sy sekhna chahea...
              • #8 Collapse

                Re: Self confidence ki importance!

                اصل پيغام ارسال کردہ از: shako6529 پيغام ديکھيے
                Assam Alaikum jab tak aap ko self confidence Nahin hoga tab tak aap Duniya ke kisi bhi Business mein kamyabi Hasil nahin kar sakte aur Forex trading business mein to bilkul bhi nahin Kyunki jab tak Ek trade 100% confidence open na ho to usse profit Nahin Milta
                Walekum Assalam bhai jaan aapki baat bilkul theek hai jab tak Hamesha confidence Nahin hoga tab tak forest Jaise critical Business mein kamyabi Bina Namumkin Hai isliye Hamesha confidence ke sath kam Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Self confidence ki importance!

                  hamy apna confidence best bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik acha busines hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain forex mai hum apny boss ap he hoty hain forex aik acha business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Self confidence ki importance!

                    forex aik real business hain hamy real confidence ky sat kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busines hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik wasee business hain yai pakistan mai legal business ban cuka hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X