Mehnat main azmat hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat main azmat hai
    Dear Friends, Kisi bhi Field main kamyabi k liye zaruri hai keh us main mehnat sy kam kiya jaye. Jo log apni field, business main mehnat sy kam karty hain wo zarur kamyab hoty hain. Forex main bhi kamyabi k liye zaruri hai keh mehnat sy kam kiya jaye. Forex ko achi tarah learn kiya jaye aur Pak Forex Forum per ziyada sy ziyada posting ki jaye takeh ziyada sy ziyada bonus aye. jitna ziyada hamara bonus ho ga utna acha hum profit earn kar skain gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat main azmat hai

    ji han bilkul sahi hai aur main aapki is baat se bilkul nahi karti Hun ki Kisi bhi kam mein sabse sasta karne ke liye yah bahut hi jaruri hai ki Ham usmein khoob mehnat Karen kyunki Jab Ham ko minut karenge to Ham bahut hi acchi kamyabi hasil kar sakte aur acchi kamyabi ka Raj hi hai ki Ham apne aap ko kis kam mein full focus Karen aur usse business acchi earning hasil kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat main azmat hai

      Ji han yah Baat bilkul theek hai ki mehnat mein Azmat hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam karte waqt posting karte waqt yah trading karte waqt mehnat Karenge To Ham ismein Jarur Kamyab ho sakte hain aur post ank Se Achcha bonus aur trading Se Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye Humko chahie ki mehnat Karen Kyunki mehnat Mein Azmat hai
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat main azmat hai

        Forex main mehnat karne wale traders ko kabh disappointment ka samna nahi karna parta kyun ke mehnat hi kamyabi ki zamanat hai ager ham forex main kamyab hone ke liye mehnat karte hain tou zarur kamyab hote hain lekin ager hum susti ka muzahira karte hain tou ham apna hi nuksaan karte hain so hame mehn at karni chahye susti se sirf hame nuksaan hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat main azmat hai

          Thek kaha ap ne mehnat he me azmat hoty ha agar ap mehnat karo to ap kisi bhi kaam me kamiyab ho sakte ho mehnat karne wale mushkil se mushkil kaam me bhi kamiyab ho jate ha mehnat karna bohat he zaroori ha mehnat kie beghair kisi ko bhi kamiyabi nahi milty agar ap forex me mehnat nahi karo ge to apko forex me nakaami ka samna karna pare ga lekin forex me agar ap mehnat ke sath kaam karo ge to apko kamiyabi zaroor mile gy
          SUMIYA TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat main azmat hai

            Je han, mehnat ma azmat hai, forex ma dil sy ki gae mehnat kbi zaya ni hoti, mehnag sy murad hai k ham quality wali posting ko tarjeeh dyn, demo sy zayda sy zayda learning karyn or trading ko learn karny ma b importance deni chahe, dear trading karny sy pehle acha bonus zarur jama karna chahe,
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat main azmat hai

              je ma ap ki baat se mukamal tor pe itefaq karta houn k insan chahay kisi bhi field ma ho agar woh dil se mehnat karta ha to wohi kamyab hot ha chahy woh student ha, ya practical life ma koi admi ha jo mehnat karay ga wohi kamyab ho ga, is lye forex trading chun k aik risky aur complicated sa kaam ha jis ma bhoat mehnat ki zruat ha, is ko proper learn karna padta ha, is ki regular practice karni padti ha is lye jo bhi is ma mehnat karay wohi is ma ashi earning karay ga is lye hamain chaye is ma mazeed mehnat karain q k mehnat ma hi azmat ha, aur mehnti insan hi is ma kamyab hota ha
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat main azmat hai

                Asalam o alaikum Dear forex forum brothers and sisters Forex forum earning and learning ka behtareen platform hai jis mai mehnat ka behtareen sila milta hai. G han bilkul mehnat mai azmat hai. Jo ensaan jitna mehnat karta hai. Onta on ko sila milta hai. Forex forum mai mehnat ka behtareen sila milta hai jo keh forex satisfied ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat main azmat hai

                  assalamu Alaikum Pyare bhaiyon Main Itna Kahana chahta hun ki mehnat mein azmat Hai Kyunki Ham Jitna mehnat Karenge Hamen utani hi jyada profit Hogi mehnat Karte rahen aur profit kam Aate rahen aur apni jindagi badalte Rahe Hain bhaiyon
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat main azmat hai

                    Ji han Sar ji yah Machhali mashhur hai ki mehnat hi Mein Azmat hai jo mehnat karte hain Roti khane ke liye padhne ke liye aur acche se acche Karm dhundhte Hain isliye to mehnat karte hain Shri hamen bhi chahie ki Ham mehnat Karenge To Ham posts Mein acche bonus Hasil kar sakte hain aur music ko chahie ki vah mehnat Kare vah yah sach hai ki main bahut looser hun isliye Mere Achcha banaa liya tha lekin uska galat Soch hai agar vah mehnat Karega to uska bhi achcha mahsus sakta hai thank you
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat main azmat hai

                      dear brother aapki baat bilkul right hai ki Jyada mehnat se kam karte hain to hamare mehnat Mein Azmat a Jata Hai iske liye Hamen chahie ki Ham Itna mehnat karo mehnat Nahin aur jab Jaruri post Karte Hain aur hamen chahyeKe Humne Suna Apne Ko purn Karen
                      Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                      :1f4af:
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat main azmat hai

                        dear friend aapki baat bilkul theek hai minut mein asamarth hai aur mehnat karne se har kaam mumkin ho sakta hai forex business job posting sab kam se hi hota hai jo mila mehnat kar lega vah is business Ka King bhi hoga aur jald hi kamyab expert raider Ban jaega.....
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat main azmat hai

                          Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul sahi hai mehnat nahin hai agar Ham mehnat Karenge To Ham bata sakte hain Agar Hamen Aata Nahin Karenge to hamen bhi Yad Nahin ek hi baat hai mehnat karo aur Paisa kamao Agar Ham mehnat Karenge to Paisa Kama sakte hain Agar mehnat Nahin Karenge to Paisa Nahin Kama sakte hai Bar Bar aane ke Baju mein rahata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat main azmat hai

                            Boss aap ki baat belkul durast hai aur mehnat wo cheez h jo ham ko kamyabi dela sakti h as lyee ham ko as mien apne lyee agar kamyabi hasil kerna h tu ham ko her kaam mein mehnat kerna hota h aur ham ko as mien mehnat ker k
                            as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien mehnat kerna zarori h aur jab ham mehnat kerte hien tu as mien sab kuch ho sakta h aue ye her kio janta h k mehnat mien azmat h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat main azmat hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
                              Dear Friends, Kisi bhi Field main kamyabi k liye zaruri hai keh us main mehnat sy kam kiya jaye. Jo log apni field, business main mehnat sy kam karty hain wo zarur kamyab hoty hain. Forex main bhi kamyabi k liye zaruri hai keh mehnat sy kam kiya jaye. Forex ko achi tarah learn kiya jaye aur Pak Forex Forum per ziyada sy ziyada posting ki jaye takeh ziyada sy ziyada bonus aye. jitna ziyada hamara bonus ho ga utna acha hum profit earn kar skain gy.
                              Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha mehnat main azmat ha jab tak hum log mehnat karty han to hum easily kamyab hoty han or jab mehnat chor daty han to hum loss karwa daty han is ley humy mehnat har waqat karni chae ha knowledge or experience hasil Karna chae ha demo account main practice kar k ta k hum ahsani sy kamyab hon

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X