Assalamu Alaikum Jaisa ki aap is picture Mein dekh sakte hain ki Hamen market mein enter hone ke liye market ko kaise analyse karna chahie left side per jo pic hai usmein aap Dekh Rahe Hain ke market ke movement resistance level ko break karna chahti hai agar vah break Nahin hota to market downside per move karti hai aur FIR support level ko break karne ki koshish karti hai agar ismein bhi successful Nahin Hoti to Fir Upar ki taraf jaati hai aur aur resistance level ko breaker Deti Hai ISI Tarah aap right side wali picture Mein Dekh Rahe Hain Ki market first time support level ko bada karne ki koshish karti hai na hone Ki Surat mein resistance level ko break karna chahti hai lekin Udhar Se Bhi Na kam milane per FIR Wapas support level ko break karne Aati Hai jismein vah Kamyab Ho Jaati Hai isliye Hamen yah Jarur dekhna chahie ki agar market Ek Bar support level ko touch kar deti hai to dusri bar yah resistance level ko Jarur break karegi
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим