Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?
    Agar kisi trade mein phans jayain tou behtar ho ga kay kam sae kam loss mein uss trade sae apnay aap ki jan churain kyun kay aksar aise trade wapas aane mein kafi zayada time laite hain lehaza kuch loss kay badlay mein trade sae azadi laina hi behtar strategy hai iss mein aap ko khayal rakna chahyea kay stop loss lagain zaroor taa kay kisi trade mein aap phans jayain bhi tou loss zayada na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?

    Bhai jan hum jab bhi koi trade opne karte hain aur isse mein humko lagta loss hota hai to humko is trade ko loss mein hi close kar dena chahiye au hum is mein har trade ko ihtiyt se lagaye aur agar hum ko koi bhi trade profit de to humko close kar k withdraw dena chahe
    • #3 Collapse

      Re: Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?

      Agr ap trade mai phuns jayain tu huma trade ko loss mai close krna ki bajaya 00 pr close kar dain agr ap sochta hain loss kum hai or hum isa recover easily kr sakta hain tu lazmi trade ko jaldi close kar dain isi mai ap ki bahtri hai warna bara loss ho gaya tu recovery nahi ho gi
      • #4 Collapse

        Re: Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?

        Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko ager trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea too ager woo trade wapis aany main daar ker rahi ho too aap ko Kam loss main trade ko close ker ky aapni marzee say new trade open kerny chahay oor poorani trade say jaan choota lani chahay.
        • #5 Collapse

          Re: Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?

          Dakay baai ye business asa hay ke is may hum hamesha apne ghalathi say he pansthay hay is liay sab say pehlay tho hamay tukkay laganay he nahee chahiay our agar kabhi aap ke koi trade kahe pans be jaaye tho os ka behtareen elaaj ye hay ke osay hedg karay our os waqth thak carry karay jab thak os pair ke kise taraf ziada movement start nahee ho jathe.
          • #6 Collapse

            Re: Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?

            Ji han Sar aapki baat bilkul right hai agar Ham trade Mein fans Jaate Hain aur Hamen Jyada Se Jyada loss ho raha hai ho raha Hota Hai To Hamen chahie ki Ham Apne trade ko close kar ke fir se Ek Nai strategy banaen aur Market ko acchi Tarah Se analyses Kar Ke fair trade lagaenge To Ham Apne loss ko bhi recover kar sakte hain aur accha profit bhi Kama sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?

              slam..g haan.aap ny bilkul sahi baat ki k trading k daoran ham apny loss ko iss tareeqy sy kam kar sakty hain.. trading main ups and downs to aaty hain..iss main agr aap ko bara loss ho gya to phr kafi mushkil ho jata hai recover karna..
              • #8 Collapse

                Re: Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?

                Assalamualaikum Ji Bhai aapane bilkul theek kaha hai ki jo trade loss Mein ja rahi ho use Jaan chhudana sabse behtar hai to aap Dekhenge jismein kam az kam loss Ho use Waqt aap use Jaan chhudaane sake aap zeyada loss Na Ho aur aapka account bhi wash na Ho
                • #9 Collapse

                  Re: Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?

                  Agar aap apni trade Mein phans gaye hain aur aapko samajh Nahin a Rahi ke ab kya karna chahie To Aisi Surat mein aap market ko Dekhen aur Market ko dekh kar hi aap Faisla Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?

                    Gee haan agar koi trader apni trade mein loss mein phans jaye tou unn ko chahyea kay uss trade ko continuously watch kerain agar aap dekh rahay hoon kay market wapas apni jaga per wapas nahin anay wali tou aap uss kay wapas anay ka intezaar kerain aur jahan loss kam ho wahan per humain trade ko close ker dena chahyea iss lye aap ko wait nahin kerna chahyea kahin loss zayada na ho jaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?

                      dear friends, umeed hy aap sab theek honga dosto baat ya ho rhe hy kh ham jb bhe treade main phans jay to hamy jo bhe kaam karna ho ga vho souch samjh kar karna ho ga ta kay ham loss sa bouch jay ham sab sa phly to low lot lagani chaheya takey ham treade main kbhe na phansey
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade mein phans jayain tou kya kerna chahyea?

                        Gee han meri b trading boht bar phansi se jis se main ne boht sabiq sikha hai hum ko chayie agar kisi ki b trading phans jay phir un ko chayie k pehlay apnay jazbat par control karo q k jazbat aap ko jaldi bazi main mazeed phansa sakte hai phir sabar or sakoon se forex trading k halat daikho k account balance hai usay use kar forex bachayi ja sakta hai mazeed bonus ka wait kar k phans howi trade ko bachaya ja sakta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X