Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain
    Bahut sae traders khaas kar new traders ghalti kar jatay hain jab best analysis kar k trade laga di then usko manually change nahe karna chaiye aksar dekhtay hain take profit ko barha detay hain stop loss ko change kar detay hain jo bhi analysis k mutaabik trace hojay loss stop loss ka level aur take profit ka level jab tak bohat khaas zaroorat na ho inko change nahe karna chaiye iss wajah se bhi mostly traders ko loss hojata hay unhi profitable trades mei
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

    ji bilkul aapki baat bilkul theek hai ki Ham forex market mein Jab Koi trade open karte Hain to hamen pahle hi acchi tarah se Apne ko watch Karna chahie aur uske bad hi koi trade open Karni chahie Jab Ham Koi trade open Karen to hamen Apna stop class aur take profit pahle hi set kar lena chahie na ki Ham bad mein Apni trades mein changing karte hain kyunki Is tarah Ham Apna aur loss bhi kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham trade open karne ke bad usmein Kisi ki samri ko hi changing na kare
    • #3 Collapse

      Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

      Baai g aap nay Sahee kaha ke trade open karnay k baadh os may adjustment nahee karne chahiay lekin ye os soorath may Sahee hay jab aap nay soch samajh kar trade open Kia ho warna agar aap ke trade aap k agents chal paray our aap os may tools ka istimaal na karay tho is say aap ko buhut nuqsaan ho sakhtha hay even aap ka account be wash ho sakhtha hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

        Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain too aap ko achi earning hoti hay oor ager kaam kerty hoay trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain kun ky adjust kerny say aap ko loss bhi ho jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

          MERE PAK FORUM MEMBERS SAB KO MERY TARAF SE SALAM ..........
          g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai hamein chahye hi kee ham as main agar trade open kar lete hin tu hamein chahye hai kee ham us main aoe kuch adjust na karen agar ham as main adjust karen ge tu ham as main kamyab nahi ho sake ge as liy hamein chahye hai ke ham as main ache s ekam karen and hamein as main mihnat bhi karna chahye hai
          • #6 Collapse

            Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

            Ji han dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab trade open ho jaaye to Fir usmein Kuchh changing Nahin Karni chahie pahle hi planning ke sath Soch samajhkar trade open Karni chahie exact time per trade open Karen aur exact time per exit le len..
            • #7 Collapse

              Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

              G janab ap ki bat bilkul thk hy k jb trading start ho jay to phr koi cheez bhi set na kryn q k is say los honay k chance barh jata hay or profit bhi km hojata hy.
              • #8 Collapse

                Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

                Aapane kaha ki trade open ho jaaye to Fir usmein Kuchh adjust na Karen aap market Ko Dekhe aur Market ko dekh kar Faisla Karen ke aapke liye kya karna behtar hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

                  Gee haan jub forex mein hum trade lagatay hain tou humari tension shru ho jati hai aur agar trade loss mein chali jaye tou tension berh jati hai aur hum jaldi mein trade ko loss mein hi close ker detay hain iss lye humain zayada loss hota hai humain aisa nahin kerna chahyea iss sae humain nuqsaan hota hai aap ko trade kay profit mein anay ka intezar kerna chahyea
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

                    hum trade lagany sy pahly stop loss or take profit ko laga lyna chahey or per trade open karna chahey stop loss hamary account ko safe rakhty hain or hamy loss hony sy bachaty hain or jab hum is main trade place kar dy to hamy is ky bad is main kuch lagany ke planing nahe karne chahey hamy trade lagany sy phly is main panding order lagany chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

                      Gee han jab market ko acha tarah knowledge kar liya hai phir trading change karnay ki kya zaroorat hai agar jazbat main ho phir kabi b trading ko change na kare agar jazbaty nai ho or forex k halat bat rehna rahay hai kuch change karna pare ga warna kuch ho sakta hai phir change kar sakte hai jazbat ki aar main forex main changing to kya forex b nai karny chayie forex se door rehna chayie
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

                        is forum main planing ka rk hi hum achi trade karein gay aru hamain is fourm main bi trader banay say aphly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum real main bi trade karin gay aru hamain market main kam karein gay tab hi hum real main bi trade kar k hi hum planing karien gay tab hi hum run karien gay aur hamain is forum main bi trae karin gay ta k earn ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

                          hamain markt main trade open hony par hamain is main market main ja k is k bary main anlsye karni ho gi aur is forum main soch smajh k market ko hundle karna cahhye ta k hamain is main kam karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain trnd ko use kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamainf aida ho saky ga ta k earn ho
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade open ho jaye tou phir uss mein kuch adjust na kerain

                            koi bhi trade open karne se pahle aap usko acche se analyse kar len trading fundamental ko samajh Lena agar aap samajhte hain ki abhi trade karna best hai to use waqt aap trade Karen update kar le uske bad adjustment nahin hoti to 8:30 karne se pahle hi samjhta kya aapko last now aapko jyada se jyada profit mile.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X